"Saathiya" lyrics
"Saathiya"
Yeh kaise main bataun
Kaise yeh samjhaun
Ke milna tera
Hai khwaab mera
Gehri aankhon mein teri
Main phisalta hi jaaun
Na ilaaj mera
Aisa haal mera
Tu hasi hai meri
Ya nami hai meri
Bol doon sab tujhe
Chahoon main bas yehi
Ke tu hi toh kinaara hai
Sahaara hai mera saathiya
O saathiya
Jo doob jaun toh tu
Aake mujhko bacha le
Saathiya
O saathiya
Chahe dekhun tujhe
Jutna bhi dil na bhare
Saathiya
O saathiya
Sab kuch tujhe de doon
Phir bhi kam kyu lage
Saathiya
O saathiya
The love begins and ends with you
The love is you
It's always been you
For me, love is you
Sach kahun toh yeh dil
Darta hai ki tumhe
Kho na dein
Kho na dein
Kho na dein
Ek aisi jagah
Le chalun main tumhein
Ho jahan silsiley
Sirf tere aur mere
Phir baadalon pe tum
Aur baadalon pe main
Bas behte chalein
Haan behte chalein
Thodi dhoop kabhi
Thodi chaon kabhi
Bas din na dhale
Yeh din na dhale
Tu hasi hai meri
Ya nami hai meri
Bol doon sab tujhe
Chahoon main bas yehi
Ke tu hi toh kinaara hai
Sahaara hai mera saathiya
O saathiya
Jo doob jaun toh tu
Aake mujhko bacha le
Saathiya
O saathiya
Chahe dekhun tujhe
Jutna bhi dil na bhare
Saathiya
O saathiya
Sab kuch tujhe de doon
Phir bhi kam kyu lage
Saathiya
O saathiya
Writer(s): Raval Darshan
- AZLyrics
- D
- Darshan Raval Lyrics
You May Also Like
Kushagra - "Dard" (Showkidd)
दर्द हुआ, दर्द हुआ, दिल को थोड़ा दर्द हुआ
मर्ज़ हुआ, मर्ज़ हुआ, मेरे लिए तू मर्ज़ हुआ
वो सारी रातें, वो मुलाक़ातें
याद आ रही हैं वो मोहब्बतों की बातें
क़र्ज़ हुआ, क़र्ज़ हुआ, तुझ पे मेरा क़र्ज़...
Anuv Jain & AP Dhillon - "Afsos" Haan
Teri yaadan yaadan
Teri yaadan le ke betha
Kai raatan raatan
Par aaj
Ena raatan picho
Meinu sab sach nazar ae aunda
Kivein akhan akhan?
Jo guroor si
Oh fizool si
Meinu aaj pata laga
Ki kasoor...
Kailasa - "Saiyyan" Heere moti main na chaahoon
Main toh chaahoon, sangam tera
Main toh teri... saiyyan...
Tu hai mera...
Saiyyan... saiyyan...
Tu jo chhoo le pyaar se
Aaraam se mar jaaoon
Aaja chanda bahoo mein
Tujh...
Sachin-Jigar & Arijit Singh - "Tainu Khabar Nahi" Maine chaaha tujhe meri khata nahi
Meri khata hai ke tujhe pata nahi
Maine chaaha tujhe meri khata nahi
Meri khata hai ke tujhe pata nahi
Tere naal tere naal preetaan laaiyan
Tere naal tere naal...