"JAB TAK MEIN ZINDA HU" lyrics

Emiway Bantai & MC INSANE Lyrics

"JAB TAK MEIN ZINDA HU"

Ye sab jo bhi dekh rahu hun
Ye dil mera dukhta hun
Ye sochke hi khush hu main
Ki koi mujhse seekhta hai

Dil se hi karta hu sabko support
Badle me manga nai kuch bhi main dost
Karna hai sapno ko pura
Jo reh gaya abtak adhuraa

Jabtak main zinda hun

Jabtak main zinda hun

Karta rahunga main sabhi ke liye
Dua aur pyaar mene sabhi se liye

Jabtak main zinda hun
Jabtak main zinda hun
Jiyunga apno ke liye
Apne kuch sapno ke liye

Kaisa hota pyaar mene seekha apni maa se
Karke dikhana hai dena nai dilaase
Khush dekh mujhe mere apne naaraz hai
Hey uparwaale mujhe raasta dikhade

Main likhta gaya baaton ko kaano me chale beat
Mujhse har humesha galtiyan hoti rahi repeat
Aur ye zindagi bhi kisi badhte ped ki tarah hai
Yaha sukh gayi hai ye saari ped ki sakhaye

Main kisike bhi dil se kabhi khel hi nai paya
Main bhi jyada din tak khudko ese jhel hi nai paya
Kese apno ke bina main itna toot sa gaya su
Kese ye batau kitna duur aa gaya hu

Kaale badal ki tarah main sabpe chaa gaya hu
Mujhe kon kitne jhelega main sab gawa chuka hu
Wo bhi bhaage bhaage duur mujhse tez ja rahi hai
Kya esi haalat me tu mujhe dekh pa rahi hai

Kitna jhela mene kya tu jaanti bhi hai
Mujhe thoda sa bhi apna kya yu maanti bhi hai
Sunhere din gaye ab aayi aandhi bhi hai
Chaiye mujhe maut fir to shaanti hi hai

Tune galat samjha mujhe galat samay pe aake
Haste hue kiya swagat jinka gaye wo rulaake
Yaara kho diya he mene mera jo kuch bhi bacha tha
Bataya nahi kisiko sabkuch dil me hi rakha tha

Bechen hoke agar kabhi kisiko kuch bola
Toh maaf karo mene thoda sa bas khudko khola
Main chhote se leke abtak bas ha me ha milaya
Meri bhi ek soch hai ye kabhi na bataya

Main ek bachha tha jo sabse hi naraaz rehta tha
Esa ek waqt tha jab sabko mujhpe naaz rehta tha
Kyuki main unki kahi saari cheeje maan leta tha
Mera koi haq nahi hai bolne ka maan leta tha

Jab tak mei zinda hu

Karta rahunga main sabhi ke liye
Dua aur pyaar mene sabhi se liye

Jabtak main zinda hun
Jabtak main zinda hun
Jiyunga apno ke liye
Apne kuch sapno ke liye


Jab tak mei zinda hu
Khwab tere marne na du
Jab tak mei zinda hu
Sath mere chalne aa tu
Jab tak mei zinda hu
Koi bhi akela nai hai
Khada apno ke liye hu yaha

Ha meine bhi yaha teri tarah khwab dekha tha
Chaiye sath tha par koi bhi na yaha
Sath khada tha
Hu nai bura jitna lagaye ilzaam mere pe
Tha mein shaanth sabkuch seh raha tha

Bura waqt tha jab unka toh mei dost ban gaya tha
Bana chata barish gaya toh bhoj ban gaya tha
Kinara na mila music sahara ban gaya tha
Sahi bolu toh mei zindagi hi
Gaana ban gaya tha
Tu rukawaton se ladke naseeb badalde
Kya pata kiski duaein taqdeer badalde
Insaan aur waqt mei koi
Farq hi nahi hai
Badalne se tu darra kyu yaha
Sab badalte
Aisa kon hai jo jisme koi kami nahi hai
Khule aasman ke pass bhi
Zameen nahi hai
Koi kya hi le jayega mei sab de chuka hu
Kuch bhi hojaye khudpe yakeen mujhe
Jab tak mei zinda hu
Haahaa
Jab tak mei zinda hu
Haahaa
Jiyunga apno ke liye
Apne kuch sapno ke liye
Jab tak mei zinda hu
Haa haa haa
Jab tak mei zinda hu
Haa haa haa
Jiyunga apno keliye
Apne kuch sapno ke liye


You May Also Like
MC Stan - "Broke Is A Joke" "Stanyy inki maa chod dal" Broke tere liye, rehga joke (tere liye rehga joke) Bhok mere liye, rehga dope (tere liye rehga) Please mere liye, mat roo (mat roo) Mere khilaaf, kaan bhardo (bhardo)...
Yashraj & Badshah - "DAF" Gin and juice in a coffee mug Woh darti hai log usse kare na judge Haath gaye meri saari jagah Par soul uski mein kar paaya na touch Meine pooochha "Is it really worth?" "Club mein paise ki tarah...
Talha Anjum & Umair - "Downers At Dusk" Sometimes, the people we like don't like us back, and it's painful, but there's nothing we can do about it You don't understand I do. I do understand. I know what it's like when someone doesn't feel...
MEMAX - "Naa Jaa" Humming! Na, na, na, na Gore gore gaal pe hai kaala kaala til (Kaala til) Gore gaal hai par kaala kaala dil (Kaala dil) Tujhe chahiye wo jo bhare tera bill (Tera bill) Tu hai sober par dimagh nahi...
DIVINE & Karan Aujla - "Top Class / Overseas" Ho munda ae thugs, money ae love Bande hai top class Loyal hai dost, loyal hai gang Homie they are not us Haan bande hai top class, bande hai top class (Top) Homie they are not us, bande hai top...