"Main Hawa Mein Hu" lyrics
Maninder Buttar & Emiway Bantai Lyrics
"Main Hawa Mein Hu"
La-la
La-la-la-la, la-la
La-la-la-la, la-la
La-la-la-la, la-la
La-la-la-la, la-la
La-la-la
Main hawa mein hoon (Main full hawa mein)
Main hawa mein hoon
Main hawa mein hoon
Main hawa mein hoon
Ye aasmaan mera, saara jahaan mera
Mere mein mera kuch nahin, phir bhi main bana tera (Oh!)
Main hawa mein hoon (Oh)
Main hawa mein hoon (Oh)
Main hawa mein hoon (Haaye)
Main hawa mein hoon
Kya bolte bantai
Ha-ha-ha, maaloom hai na
Sar aasmaan pe, pair mere zameen pe
Jidhar se hum guzarte, haan, nazrein sabki humein pe (Chal idhar dekh)
Sober ho gayela hoon, sochna nahin shareef main
Kya bolti company, laoon kya phir seal main [?]
Raat gayi, baat gayi, bete, khote log bhag gaye (Chal, ae)
Chalte rah laala, khota idhar mat rakh de
Apun wo log hai jo log khana jaante baant ke (Haha)
Jise haath se parosega wahi jaayega kaat ke (Haan, maaloom hai na)
Hawa mein hoon, dekha, sabke zubaan mein hoon
Shukr mere Rab ka main uski raza mein hoon
Ye aasmaan hai mera, first class ka maza main loon
Koi pahunch nahin paayega, beta, aisi jagah mein hoon
Ye duniya, ye deewarein
Mainu har koi taane maare
Koi kho ke laije mere to, koi jaan mere to vaare
Ye saare apne haq se chhupaate hain
Ye saare apne fakr se chhupaate hain
Oh, jinki wajah se bane hain ye
Ye saare apne shak se chhupaate hain
Eh ne sabh nakli raaje
Baja diye ehna de baaje
Ehna de verse ne baasi
Milenge ab kele taaze
Desi karte pop kar
Aur na hai stop
Vaham mein jee raha hai tu chhote khud ko samjhe top par (Top par)
Par main raza mein hoon
Apni ada mein hoon
Main hawa mein hoon (Hawa mein hoon)
Main hawa mein hoon (Oh!)
Main hawa mein hoon (Oh)
Main hawa mein hoon (Oh)
Main hawa mein hoon (Haaye)
Main hawa mein hoon (Hawa mein hoon)
- AZLyrics
- E
- Emiway Bantai Lyrics
You May Also Like
AP Dhillon, Shinda Kahlon & Gminxr - "SPACESHIP" Hawa Nu Cheerda Jaave, Lagge Baaz Di Chunjh Ae Hoye
Hath Ni Aunda Jatt Ni, Fadd Len De If They Caught
Gasoline Na Full Ae Tanki, Hatha Vich Boose Ae Mehngi
Dekh Launde Jande Ae Adiye Ni Sip
Lightaan...
Imran Khan - "Pata Chalgea" A 1, a 2, a 1, 2, 3, 4
Ra pa pa la la la...
Kayndi aa naray meray aa, saday naal nach da kiun nai
Kayndi aa naray meray aa, meray naal nach da kiun nai
Kayndi aa naray aa meray naal way tu nach da...
Sidhu Moose Wala - "East Side Flow" Sikheya street'an cho'n mein kitaaban vichon parheya ni
Tinka aukaat c paharaan naal ladeyaa ni
Kehande aa sikhar jehri thaa'n utte khareyaa ni
Jo khichde aa lattan kehande saade siro'n chadeyaa ni...
Arjun Kanungo & Momina Mustehsan - "Aaya Na Tu" Tum kabhi na kahoge
Kyun na hum hi ye bol de
Ho kahan yeh bataao
Hum wahan chal ke aa jayenge
Bheege bheege mausam khile the jahaan
Tere mere raste mile the jahaan
Baahon mein teri din dhale the...
Badshah - "Genda Phool" Unh, unh!
Unh, unh!
Unh, unh!
Chale jab tu latak matak
Laundo ke dil patak patak
Saansein jaaye atak atak
Aata maajhi satak satak
Bum tera gotay khaye
Kamar pe teri butterfly
Body teri makkhan...