"Goom Ho Gaya" lyrics

"Goom Ho Gaya"

Pehle toh main aisa nahi tha, badal gaya hoon main sara
Main tha aur mera guitar tha, ghoomta tha awara
Ho ab main kho gaya jahan mein dil mera
Hai aasma mein jud gaya, hoon main kis kahani se is tarah

Goom Ho gya ab tere pyar me
Jeet gya hun ab haar me
Kya rakkha hai sansaar me
Vaar du tujpe sara

Goom Ho gya ab tere pyar me
Jeet gya hun ab haar me
Kya rakkha hai sansaar me
Vaar du tujpe sara

Ho gya mai
Ho gya mai

Main tab se ho gaya deewana
Ho jabse dekhi teri aankhon mein sitare
Tujhe ek din bhi dekhe bina
Bata kaise guzare

Ho ab main kaatun kaise raatein sune bina
Teri Saari baatein tu hi bata
Chain mujhko aayega kis tarah

Goom Ho gya ab tere pyar me
Jeet gya hun ab haar me
Kya rakkha hai sansaar me
Vaar du tujpe sara

Goom Ho gya ab tere pyar me
Jeet gya hun ab haar me
Kya rakkha hai sansaar me
Vaar du tujpe sara

Ho gya mai
Ho gya mai

Ooh. I never, never wanna be alone
[?]
Forever wanna be and you're gone
[?]