"Samvaad Hudkaan Maan Bitti" lyrics

Kailasa Lyrics

"Samvaad Hudkaan Maan Bitti"

Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti

Suniye janabe aala, kya kehta mann diwala
Baat sunna gaur se, phir batlana aur se

Jhoot bole
Ye bhavishya-vaani hai
Abb aap mukhya samachar suniye
Aaj pariksha mein bethne se pehle
Parcha leak ho gaya
Kaarano ka pata lagane ke liye ek aayog gathit kiya jayega
Jiski report sansad ke sheet-kaalin satra mein prastut ki jaayegi

Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti

Haa b.bhai b.bajat.te kyun nahi. ho
Oye baja kyu raha hai gaa na
Aa.aaccha toh main hi hoon gaa.
Matlab tum mat lena ba'nja
W.waa'nh bhai waa'nh
Haa bhai theek hai kar lo bakwas.saa...

Suniye janabe aala, kya kehta mann diwala
Baat sunna gaur se, phir batlana aur se

Aur abb prastut hai agle chobis ghanto ka haal
Aaj shaam ke baad raat hone ki sambhawana hai
Aur raat ke baad subah hone ka andesha
Yaani sab kuch theek raha toh subah ke baad dopahar bhi ho sakti hai
Ha ha ha...

Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti

Dilli ka praani mumbai mein aaya
Seekha kuch doston se aur kuch sikhaya
Naresh ne seekh liya shabd-abhivyak
Paresh bolne laga [?]
Aur maine seekh liya:
What's up dude!
Yo man!
What's going on!
O ha ha ha...

Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti
Hudkaan maan bitti bitti bitti bitti bitti


You May Also Like
Adnan Sami - "Kabhi To Nazar Milao" Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao Kabhi to nazar milao, kabhi to kareeb aao Jo nahin kaha hai kabhi to samajh bhi jaao Hum bhi to hai tumhaare deewane ho deewane Hum bhi to hai tumhaare...
Badshah - "Aatmvishvas" Chhodi na kasar koyi Mujhko giraane mein Mujhko haraane mein Mitti mein milaane mein Inhein kya pata main mitti se hi toh aaya Hans ke saha maine har ik vaar Yahaan tak laaya mujhe aage bhi le...
Atif Aslam - "Aadat" Najaane kab se Umeedain kuch baqi hain Mujhe phir bhi teri yaad Kyun ati hai? Najaane kab se Durr jitna bhi tum mujhse Paas tere main Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene main Zindagi se koi shikva...
Shreya Ghoshal - "Param Sundari" Aye bikaneri chhokri santre ki tokri Ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri Romiyo romiyo gali ke romiyo Bholi shaqal wale saare ke saare farebiyon Romiyo romiyo Bhaade ke premiyon Kaahe gale...
Darshan Raval - "Mujhe Peene Do" Raat aayi hai raat aane do Nasha hota hai nasha hone do Dil jalta hai dil jalne do Yaad aayi hai mujhe peene do Raat aati hai raat aane do Nasha hota hai nasha hone do Dil jalta hai dil jalne do...