"Siyah Tara" lyrics

Kailasa Lyrics

"Siyah Tara"

Jab bhi main khwabon mein hota hoon
Sab ko hain lagta main sota hoon
Hota hoon sab se jo main judaa
Uski panaho mein hota hoon

Duniya mein jo bhi alag hain
Lagta kyu sabko galat hain
Shiddat se gaadhi hain zid meri
Par woh bhi muddat talak hain

Sabki nazar mein kamzor hoon
Sabki nazar mein kuch or hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujhe mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara

Ho jab se main kab door jaata hoon
Khud hi dil pana dukhata hoon
Barfile dhoop le haath mein leke
Phir chaand ko bhi jalata hoon
Sab ki nazar mein kamjor hoon
Sabki nazar mein kuch or hoon
Maana bhi manaam bhi
Mujh mein chhupa hoon
Pehchaan bhi
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara

Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara
Siyah tara, siyah tara


You May Also Like
Adnan Sami - "Deewana Bana Ke" Rasme Mohabbat ki Adaa na woh kar paaye Rasme Mohabbat ki Adaa na woh kar paaye Bewafa kya hai wafaa Hmm, Bewafa kya hai wafaa Ye bhi samajh na paaye Deewana bana ke Hamein woh sataye Deewana bana ke...
Atif Aslam - "Kuch Is Tarah" Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila de... Aanso teray saaray meri palkoon pay saja de... Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila de... Aanso teray saaray meri palkoon pay saja...
Palak Muchhal - "Kabhii Tumhhe (Female Version)" Haan aa... Meri tumhari khwaab wo saare Dekhe the jo sach honge yahi Honge juda na tumne kaha tha Aayega pal ye socha nahin Ye bhi kaha tha tumne mujhe Main dur na jaunga Dil ko mere na samajh...
Himesh Reshammiya, Akshay Kumar, Hamsika Iyer & Honey Singh - "Lonely" Tujh se door hoon main bhi majboor Dil ko sataaye teri ankhiyon ka noor Baat ye sacchi aaj tujhko bataaun Mujhe samajh ni aata kaise dooriyaan mitaaun As tere liye main ye geet likhta jaaun Din raat...
Gajendra Verma - "Tera Hi Rahun" Main tera hi rahun Tu meri hi rahe Na ho ye faasle, oh meri jaana! Kahin bhi tu rahe Kahin bhi main rahun Na toote ye hosle, saath nibhana Mil gaya, mil gaya, mera jahan Ho gaya, ho gaya, tu jo...