"Yaar Sajan" lyrics

Kailasa Lyrics

"Yaar Sajan"

Yar mera iman ve yar ibadat pooja
Yar khuda to vad ke yaro
Mere yar jiyan na koi duja

Yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan
Jabse dekha hai tujhe khila hai
Ho mera khila ye man
Yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan

Mai hu aashik tu hai dilbar
Bichadu kaise tujhse pal bhar
Tere kadam mai chum chum kar
Karu ishk ka rutba upar
Sari duniya se teri baat ajab hai
Ho sandil badan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan
Jabse dekha hai tujhe khila hai
Ho mera khila ye man
Yar sajan dildar sajan

Tujhe hi jina tujhe hi mana
Tujhe hi jana tujhe hi mana
Yar tere bin pagla diwana
Mere dil me aa kar le thikana
Kya hu kyu hu ye mujhe pata na
Kab se jiyada tujhe chahu tujhe punju
O mere bhole sajan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan

Yaar sajan dildar sajan ho yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan
Ho yar sajan ho o dildar sajan yar sajan dildar sajan


Writer(s): Kailash Kher, Paresh Kamath, Naresh Kamath
You May Also Like
Palak Muchhal - "Kabhii Tumhhe (Female Version)" Haan aa... Meri tumhari khwaab wo saare Dekhe the jo sach honge yahi Honge juda na tumne kaha tha Aayega pal ye socha nahin Ye bhi kaha tha tumne mujhe Main dur na jaunga Dil ko mere na samajh...
Atif Aslam - "Kuch Is Tarah" Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila de... Aanso teray saaray meri palkoon pay saja de... Kuch is tarah teri palkain meri palkoon say mila de... Aanso teray saaray meri palkoon pay saja...
Arijit Singh - "Dhuaan" Dhuaan dhuaan si hai zindagi Dhundhla sa hai, khwaab kahin Kho gayi jaane kahaan woh khushi Dikhti nahi hai roshni Kaise din the, aur kaisi thi woh raatein Jab karte the hum sapno se hi baatein Gum...
Darshan Raval - "Bhula Dunga" Ek pal me tumko, mai bhula dunga Dil todne ki ye saza dunga Ek pal me tumko, mai bhula dunga Dil todne ki ye saza dunga Meri yaadon ke mausam jo tumpe chhayenge Chahe jitna tum chahoge, par na...
Adnan Sami - "Bheegi Bheegi Raton Mein" Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Aisi barsaaton mein aao na Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na...