"MISFIT" lyrics
"MISFIT"
Yeah
Check out, hmm
Yeah
Woh suit mein kare twerk to lage biba
Woh Gucci ka purse le rahi aur LV ka
Shade hata toh lagi woh Mona Lisa
Aur jo taade mera maal to woh— (Aah)
Yeah, Eena Meena Deeka
Bhookh lagi toh khalu, tu bon appétit
Char saalo mein jaana mai ek hi tareeka
If you wanna keep her, be a mister achiever, ayy
Taala pada tha khola maine aake gate
Pop karu smoke, puchho naa jannat ka rate
Hip-hop rakha banake rakhail
Only Fans wale page'on ke ye bane Andrew Tate, yeah
Bias, biased, who's going highest?
GQ top 35, lekar umar athais
Moon walk karu charts pe toh charts on fire
Mai evergreen, ho jaaun chaahe kal hi retire
[?]
Akela hi hu kaafi jaise Baki Hanma
Pitenge pehle phir hi hoga rajinama
Banta ni unka dost jo khudse bane ni
Nahi jaan'na kiska baap kaun hai, kaun kiska mama (Whoo)
Mai suit wali party mein pehnu pyjama
Poora buffet laga to bologe khansama
Meri hoke sanam ban'na chahti baby mama
Kichad mein sanne tak theek, par mai nahi chahta kichad khaana
Mujhe saza do ya chahe mujhe maza do
Mujhe kuch bhi maano, chahe kuch bhi bana lo
Mere raste se hato aur thodi jagah do
Monopoly moves, maze ke liye bas maza lo
Woh kaun hai jo itne risk leta ho?
Woh kaun hai jo pop crowd deta ho?
Woh kaun hai jo scene ka nahi hai
Phir bhi scene ke top rapper'on ko features mein leta ho?
Feeling better, money, no matter
'N' how I got this 'n' how to get her
Yeah I'm a misfit in bold letters
Just getting bigger, getting better
Writer(s): King
- AZLyrics
- K
- King Lyrics
album:
"MONOPOLY MOVES" (2024)
You May Also Like
Kailasa - "Teri Deewani" प्रीत की लत मोहे ऐसी लागी
हो गई मैं मतवारी
बल-बल जाऊँ अपने पिया को
मैं जाऊँ वारी-वारी
मोहे सुध-बुध ना रही तन-मन की
ये तो जाने दुनिया सारी
बेबस और लाचार फिरूँ मैं
हारी मैं, दिल हारी, हारी मैं, दिल...
Anuv Jain - "Gul" Na dastakein
Yeh tere dil ki, haan, wahi dhadkane hai
Yoon zor se jo tujhko abh sun rahin hai
Sun le zara yeh tujhse kya keh rahin hai
Aaye nahi, jinke the vaade
Waqt uljha hua hai tere yahan pe
Kya...
Arjun Kanungo - "Fursat" Dheere se khinchon
Tum inn pardon ko
Ungli na fanse
Thoda sambhal ke taala lagana
Jo niklo ghar se
Keh paaunga main
Abse na tumse ye kabhi
Samjhaunga main
Kaise jaane kaise khud ko bhi
Fursat jo...