"Insaan" lyrics

"Insaan"

"You speak Hindi?"

"Stannyyy inki maa chod daal"

"Voh agaya, dekho, dekho wo agaya"

Tera nai maloom lekin mei, mei insaan
Kuch log to bhool gaye apun shaitan nahi insaan
Sab insaan khoosh the us waqt pe jab nai tha paisa
Mei bhi ek insaan hi hun, wo bhi same tere jaisa (No cap)
Kisko nai maloom insaan kaisa aya is dharti pe (Slatt)
Tu aya is duniya me par jayenga kiski marzi se (Duniya)
Khuda ne bhi socha hoga kisko banaya galti se (Khuda)
Pehle ke log kyu door rehneke ladki se (No)
Pehle baar jab suna mene wayne (Wayne)
Mere paas nai paise the bro wo time pe (Time)
Bajrela main kuch toh deep tu fucking dhyaan de (Gyaan)
Kitne log ka ghar chalrela mere naam pe (Naam)
Nai ayenge pyaar tere saath me, nai ayengi teri dosti
Meko do gajj zameen chahiye dafan honeke liye broski (2,You know)
Tu bolta jhoot lekin mei nai bolta (Never, no lie)
Na karta sajda, tu karta gunaah (No cap bitch!)

Insaan ko kuch dikhra nai sirf dikhre paise (Dikha)
Ye paiso ke wajaah se hogaye hum log kaise (Kaise)
Ek insaan ek insaan ko marta aur sab log dekhre (Dikha)
Upar wala ne zabaan diya isliye kuch bhi bajre (No love)

Insaan ko sirf paise chahiye aur shayad se fame (Fame)
Mei samja raha tha insaan ko par jaanwar ne samjha pain (Pain)
Khuda se badha banna chahta eh bro kyu tu? (Kyu?)
Mei act ese karta bro jaisa mei theek hu (Oh wow)

Tum poori zindagi bhar dhundenge, yahan pe kon hai real
Tu bhi ek insaan mei bhi ek insaan isliye hota feel
Hum sab ek energy hai jisko bolte rooh aur dil (Skrr)
Conscious aur Subconscious minds ke saath karta mei deal
Rota nai mei rota dil
Nai hora meko kuch bhi feel
Din nikalra, main khake pill (Yeah, yeah)
Dukha mat tu kiska dil
Mei God ko leke aata fir
Mei meko mil ya maut ko mil (Aanh, yeah)
Uh yeah
Mei likhrela kuch to deep isliye tum mere fan hai (Fan hai)
Mai nai karra kuch ye sab God plan hai (Plan hai)
Nahi bharosa karneka kyu ki tu bhi ek insaan hai (Insaan)
Mei bechna soul chahta khuda ko mai Tentacion hai (Calm down bitch!)

Insaan ko kuch dikhra nai sirf dikhre paise (Dikha)
Ye paiso ke wajaah se hogaye hum log kaise (Kaise)
Ek insaan ek insaan ko marta aur sab log dekhre (Dikha)
Upar wala ne zabaan diya isliye kuch bhi bajre (No love)

Insaan ko sirf paise chahiye aur shayad se fame (Fame)
Mei samja raha tha insaan ko par jaanwar ne samjha pain (Pain)
Khuda se badha banna chahta eh bro kyu tu? (Kyu?)
Mai act ese karta jaisa me abhi theek hu (Oh wow!)

Insaan
Hnnha-hnnaaa
Insaan
You know like-
Like, Insaanch ek jaat hai, you know!
Like forget it
Cloud 9
I'm up to this shit!
Jaat beet kuch nai, Insaan hai album pe Insaan (P town baby)
Insaan (You know)
Insaan
Insaan
Insaan
Insaan

"Voh agaya, dekho, dekho wo agaya"


You May Also Like
DIVINE - "Sitara" Aye (Aanha) Divine (Aanha) Jonita, joni- (Haa) (Aanha, aanha, an-n-n) Aaye Jahan chale wo bole sitara Theek lagda ladka awaara Samjhe na kya hai yaara Kya sahi me ye sahi me na jaana Jahan chale wo...
Emiway Bantai - "Company" Haan kya bolti company Haan hosh mein hai ki nahi Sab log idhaar pe kya shot Emiway bantai Aur bantai wale yaad hain na Aa phirse aage le Haan kya bolti hai company Kamayle bohat money Inko lag raha...
MEMAX - "Naa Jaa" Humming! Na, na, na, na Gore gore gaal pe hai kaala kaala til (Kaala til) Gore gaal hai par kaala kaala dil (Kaala dil) Tujhe chahiye wo jo bhare tera bill (Tera bill) Tu hai sober par dimagh nahi...
King - "She Don't Give A" And this goes of for all the beautiful ladies in this world Who got a dream A dream to fly high Where nobody gonna stop you Nobody gonna tell you what to do what to not And those goes all for you...
KR$NA & French The Kid - "10 Pe 10" Grrrrrr, yeah Krrr, pa! Dollar sign one time Yeah, ba, ba, ba! Sab kuch mast (Skkrrt) Sab kuch 10 pe 10 Ye maange smoke, le kash pe kash Ye bande joke, hum haste bas hai Sab kuch mast (Sab kuch...