"Broken" lyrics

Neha Kakkar & Tony Jr. Lyrics

"Broken"

Ghar se nikli akele main akeli raah par
Din toh jaise bhi katt jaye jagun main raat bhar
Jaane aisa kyun hota hai
Mere saath he
Woh kyon na samjhein na samjhein
Mere haalat he

Haan mujhko jo chude koi chude koi
Main chup chup sa rahun
Haath mein haath ho koi haath ho koi
Main akela sa rahun
Kyon lagta hai darr yeh darr yeh darr
Haan mujhko joh chu de koi agar
Dosti purani hai par magar
Lagta hai darr

Naa jaane kyon zindagi mein aisa hota hai
Do pal khushi ke joh bitaaye fir dil rota hai
Khaash main chu loon aasma
Ya iss dharti ke parey
Tod doon saare yeh bandhan
Aa chal udd chalein

Haan mujhko joh chude koi chude koi
Main udhti si phirun
Na darr na koi fikar koi fikar
Aasma se milun
Na mujhe koi darr yeh darr yeh darr
Haan mujhko joh chude koi agar
Bandhan sab chod chaad kar
Na koi fikar

Ha mere woh kone mei mera jahan hai chupa
Na koi khwahish na koi khafa
Chota sa pal mera meri jagah
Sooni diware hain sooni hawa

Ha mujhko joh chude koi
Mera jahan hai chupa
Chup chup sa rahun
Haath mein haath ho koi haath ho koi main
Sooni diware hai sooni hawa


You May Also Like
Yo Yo Honey Singh - "Dope Shope" Enna vi na dope shope maareya karo, saanu eh ve keh nak chahdeya karo Saade likhe khatan nu na paadeya karo, na hi duje mundeyan nu eddan taadeya karo Enna vi na dope shope maareya karo Ah ha Yo Yo...
Arjun Kanungo & King - "Ilzaam" Bata de mujhe wajah de mujhe Mera hi main na raha sab dhoondh rahe Maine kiya aisa kya hum phir na mile Main khud se hi kyun laapata Hata de usse mita de usse Duniya bani pyaar ki ilzaam tale Tune...
Badshah & Aastha Gill - "Paani Paani" Usne mujhe chhua bhi nahi Aisa waisa kuch hua bhi nahi Nazar thi paini, hui bechaini Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi Saiyaan ne dekha aise Main paani paani ho gayi Main paani paani ho gayi...
Kailasa - "Piya Ghar Aavenge" चोक पुराओ, माटी रंगाओ आज मेरे पिया घर आवेंगे आज मेरे पिया घर आवेंगे चोक पुराओ, माटी रंगाओ आज मेरे पिया घर आवेंगे आज मेरे पिया घर आवेंगे ख़बर सुनाऊँ जो, ख़ुशी रे बताऊँ जो आज मेरे पिया घर आवेंगे आज...
Darshan Raval - "Baarish Lete Aana" Aati ho toh baarish lete aana Jee bhar ke rone ka dil karta hai Rehti hai yeh khwahish honthon par hi Jab bhi yeh dil mera jo bharta hai Kuch khwaab hai likhay khaton mein Tumko sonp doon Iss dard...