"Behke Yaar" lyrics

Arijit Singh, Ram Sampath, Irshad Kamil & Meghna Mishra Lyrics

"Behke Yaar"
(from "Ek Din" soundtrack)

Sehram, sehram, sarphiri si
Tan-mann, tan-mann mein bhari si
Ehsaason mein hoon pehli baar
Rehne de behke-behke, yaar

Thirkan, thirkan hai badan mein
Kuch baat toh hai, yaar, tujh mein
Jo chhanke aise mann ke taar
Rehna hai behke-behke, yaar
Kehna hai, kehna pehli baar
Dil aur main, dono behke, yaar

Behke, yaar, behke, yaar, behke, yaar
Rehna hai behke-behke, yaar

Khushiyon se rangeele, mausam hai barfile
Upar se tu bhi iss pal mera hai
Mm, main aam sa ladka, lo khaas ho baitha
Ho khaas kyun na woh jo tera hai

Dhadkan-dhadkan manchali si
Ho baithi hoon baawli si
Tu hai toh khushiyan beshumaar
Rehne de behke-behke, yaar
Jaana hai, jaana hadd se paar
Dil aur main, dono behke, yaar

Behke, yaar, behke, yaar, behke, yaar
Rehna hai behke-behke, yaar


You May Also Like
Gajendra Verma - "Tera Ghata" Kuch soch ke bola hoga tumne Ye pyaar bhi tola hoga tumne Ab na hai toh phir na sahi dilbar Iss dil ko ye samjha liya humne Isme tera ghata Mera kuch nahi jata Zyada pyaar ho jata Toh main seh nahi...
Kushagra - "Dard" (Showkidd) दर्द हुआ, दर्द हुआ, दिल को थोड़ा दर्द हुआ मर्ज़ हुआ, मर्ज़ हुआ, मेरे लिए तू मर्ज़ हुआ वो सारी रातें, वो मुलाक़ातें याद आ रही हैं वो मोहब्बतों की बातें क़र्ज़ हुआ, क़र्ज़ हुआ, तुझ पे मेरा क़र्ज़...
Anuv Jain - "Baarishein" Haule se, dheeme se Mujhko baahon mein bhar lo na tum Narm si sanson mai Mujhko aahon mai bhar lo na tum Sun zara, mere paas aa Ab baithe hain hum bhi yahan Dil ke darmiyaan Baarishein hain,...
Anuv Jain - "Arz Kiya Hai Coke Studio Bharat" Kayar jo the Woh shayar bane Ab kya kya karein Ye ishq mein Na kehte the kuchh jo Lage khoj mein Kya lafz chune Naye aashiq ye Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere...
Karan Aujla & Ikky - "MF Gabhru!" Yeah! (I'm a motherfuckin' what) (I'm a, I'm a, I'm a, I'm a motherfuckin' what) I'm a motherfuckin' gabhru, putt Panjab da Jadon tur da tan sher vangu jaap da Pave Paris 'ch leerha lakh-lakh da...