"Konichiwa" lyrics

Arijit Singh, Ram Sampath, Irshad Kamil, Neha Karode & Rishi Singh Lyrics

"Konichiwa"
(from "Ek Din" soundtrack)

Konichiwa meri jaan saare zinda hain armaan
Le mera baby le le mera konichiwa
Konichiwa meri jaan dil ye bole apna maan
Le mera baby le le mera konichiwa

Seene se bhaaga hai baaghi sa ye dil
Maanga tha jo maine hua wo haasil
Maujon mein hai doobey poocho na kahaan
Khaa lo pee lo jee lo aaye jo yahan

Thode din ke hain mehmaan
Kar le khushiyon se pehchaan

Konichiwa meri jaan sabse pehle apni maan
Le mera baby le le mera konichiwa
Konichiwa meri jaan party hogi aalishaan
Le mera baby le le mera konichiwa

Ho-o-o
Ho-o-o
Sayonara

Hum kahaan hum kahaan hum kahaan hain
Hum sada hum sada tum hain
Hum khwahishein khwahishein
Paane ki tumko koshishein

Hum khwahishein hum kahin
Hum khwahishein ansuni
Hum khwahishein khwahishein
Paane ki tumko koshishein

Ho-o-o
Ho-o-o

Konichiwa meri jaan sabse pehle apni maan
Le mera baby le le mera konichiwa
Konichiwa meri jaan party hogi aalishaan
Le mera baby le le mera konichiwa

Ho-o-o
Ho-o-o
Sayonara


You May Also Like
Darshan Raval - "Asal Mein" Kyun Khuda ne di laqeerein Jisme zaahir naam nahi tera Likh raha hoon dard saare Yun toh shayar naam nahi mera Itna bhi kya bewafa koi hota hai Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai Asal mein, tum...
Shilpa Rao - "Barbaad Reprise - Female" Haa-aa Haa-aa-aa Aa-aa-aa, aa-aa-aa-aa-aa Ho, oh Teri in baarishon mein behti hi jaun main Jab tu hai paas mere, khud ko rok na paaun main Tu jo ye kar raha hai, sehna dushwaar hai Dil ne to haan...
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Thode thode hosh madhoshi si hai Neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha par ab begana hai ye Deewana...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu Neend hoon main Dono mile Raat bane Roz yahin Maangu duaa Teri meri Baat bane Baat bane Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka paani Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka...
King - "Maan Meri Jaan" Main teri aankho mein udaasi kabhi dekh sakda nai Tujhe khush main rakhunga soneya Main tere hotho pe khamoshi kabhi dekh sakda nai Sari baatein main sununga soneya Tere dil se na, kabhi khelunga...