"Chod Gaye, Pt. 2" lyrics

"Chod Gaye, Pt. 2"

Chupke se aaye
Yaad teri yahan
Sirf main jaanoon
Jab wo darmiyan
Chupke se aaye
Yaad teri yahan
Sirf main jaanoon
Jab wo darmiyan

Hawa tum, nasha tum
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhank de
Woh paak si rida tum

Kyun chor gaye raaste?
Kabhi saath chale the jin pe

Hawa tum, nasha tum
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhank de
Woh paak si rida tum
Kab tak bharoon khud mein junoon
Tum na milo toh kaise sahoon
Apni wafa pe hai toh yakeen
Tum saath na do toh kya main karoon

Hooo hooo hoo hoo hoo
Naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa naaaa na nanaaa

Kyun chor gaye raaste?
Kabhi saath chale the jin pe
Kyun chor gaye raaste?
Kabhi saath chale the jin pe
Kyun chor gaye raaste? (Kab tak bharoon khud mein junoon, Tum na milo toh kaise sahoon)
Kabhi saath chale the jin pe (Apni wafa pe hai yakeen, Tum saath ho kya main karoon)

Ye ghadiyon ki saazish ke aap aaye na
Ye meri guzarish hai aaye to jaaye na (Kyu chor gaye raaste?)


Writer(s): Atif Aslam
You May Also Like
Arijit Singh - "Zaalima" Jo tere khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana O zaalima o zaalima Jo tere ishq mein behka pehle se hi Kya usse behkana O zaalima o zaalima Jo tere khatir tadpe pehle se hi Kya usse tadpana O...
Gajendra Verma - "Mann Mera (Original Version)" Saari raat aahein bharta Pal-pal yaado mein marta Maane na meri mann mera Sooni-sooni shaam, soone savere Behte hain aansu mere Jaane kuch bhi na mann mera Kabhi tera tha jo ab begana hai wo...
Kushagra - "Dard" (Showkidd) दर्द हुआ, दर्द हुआ, दिल को थोड़ा दर्द हुआ मर्ज़ हुआ, मर्ज़ हुआ, मेरे लिए तू मर्ज़ हुआ वो सारी रातें, वो मुलाक़ातें याद आ रही हैं वो मोहब्बतों की बातें क़र्ज़ हुआ, क़र्ज़ हुआ, तुझ पे मेरा क़र्ज़...
Anuv Jain - "Arz Kiya Hai Coke Studio Bharat" Kayar jo the Woh shayar bane Ab kya kya karein Ye ishq mein Na kehte the kuchh jo Lage khoj mein Kya lafz chune Naye aashiq ye Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere...
Sachin-Jigar & Arijit Singh - "Tainu Khabar Nahi" Maine chaaha tujhe meri khata nahi Meri khata hai ke tujhe pata nahi Maine chaaha tujhe meri khata nahi Meri khata hai ke tujhe pata nahi Tere naal tere naal preetaan laaiyan Tere naal tere naal...