"Kinara" lyrics

"Kinara"

Do pal ka ye jeevan hai
Kaisay yahan jeena seekhun
Dhundla sa yeh manzar hai
Sehmi si khamoshi hai

Yeh meri zindagii
Yeh meri zindagii
Bus ek khwab hai
Ye meri bandagi
Han ek raaz hai...!

Kaisay bataon
Kis ko sunaun
Haal apnay dil ka
Kaisay bataoun

In raaston pe anay walay
Sab kartay hain kyun kinara
In ahaton pe basnay walon se
Pochay kaun hamara

Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain...!
Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain...!

Oho-oho-oho-oho

Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain...!

Hum jiye ja rahay hain
Ghum piye ja rahay hain...!

(Dhum tadum tadum nana nana
Dhum tadum tadum nana nana)


Writer(s): Atif Aslam, Farhad Humayun, Mahmood Rahman, Sameer Shami