"Hun Ishq Main" lyrics
"Hun Ishq Main"
Tere bina main toota
Tere bina main jhoota
Tere bina khoya khoya
Sadiyan naa soya soya
Tere bina dard rahay
Mausam sard rahay
Tere bina banjar aankhein
Tere bina russ gayin baatein
Tere bina lafz bhi mere be-maanay
Tere bina rona koi pehchanay
Tere bina jism bhi lagta begana
Tere bina rootha rootha lagta zamana
Ajnabi hum ho gaye ab tou ishq ke naam se
Naam se...
Zindagi khall rahi maut araam-deh
Tere bin ho gaye hum bhi be-naam se
Khuwaab jee hai safar ye suboh shaam ke
Teri rooh naa lagay tu agar thaam le
Thaam le...
Thaam le
Thaam le...
Mera khaali sa jism
Mera khaali sa jahaan
Teri lau se jo paray
Mera khaali sa makaan
Yeh jo akss hai, kaun hai
Main tou mera naa hua
Mera meri rooh se barh raha kyun faasla
Ho gaye baazi khatam aur safar mein naam se
Naam se..
Zindagi khall rahi maut araam-deh
Tere bin ho gaye hum bhi be-naam se
Khuwaab jee hai safar ye suboh shaam ke
Teri rooh naa lagay tu agar thaam le
Thaam le...
Thaam le
Thaam le...
Is shorr mein ghut'ta rahun
Is bheer mein tanha rahun
Is shorr mein ghut'ta rahun
Qabool hai har inteha
Hun ishq mein
Main kya kahun
Kuch sard se rishtey hain ye
Ban ke zakham rastay hain ye
- AZLyrics
- A
- Atif Aslam Lyrics
album:
"Subah Aye Na" (2026)
You May Also Like
Banjaare - "Bairan (बैरण)" हो, मन्ने सांभ-सांभ राखे तेरे झांझरा के जोड़े
मेरी गेल रो-रो ये भी छोरी बावले से होरे
मन्ने आए जावे ख्याल तेरे, खाए जावे ख्याल तेरे
जीण कोन्या देती, हाय बैरी तन्हाई मन्ने
गीतां में गाई, कदे छाती के...
Shreya Ghoshal - "Param Sundari" Aye bikaneri chhokri santre ki tokri
Ghar toh chhudwaya ab kya chhudayegi naukri
Romiyo romiyo gali ke romiyo
Bholi shaqal wale saare ke saare farebiyon
Romiyo romiyo Bhaade ke premiyon
Kaahe gale...
Karan Aujla & Ikky - "For A Reason" Tere toh meri na, nazar lehndi
Tere toh meri na, nazar lehndi
Hattha te tere na'an di, la'n - la'n mehndi
Hattha te tere na'an, la'n - la'n mehndi
Puchda main tera kyon kara?
Puthe vaike kare mainu...
Kailasa - "Piya Ghar Aavenge" चोक पुराओ, माटी रंगाओ
आज मेरे पिया घर आवेंगे
आज मेरे पिया घर आवेंगे
चोक पुराओ, माटी रंगाओ
आज मेरे पिया घर आवेंगे
आज मेरे पिया घर आवेंगे
ख़बर सुनाऊँ जो, ख़ुशी रे बताऊँ जो
आज मेरे पिया घर आवेंगे
आज...
Arijit Singh & Shreya Ghoshal - "Samjhawan" Nahi jeena tere baaju
Nahi jeena, nahi jeena
Nahi jeena tere baaju
Nahi jeena, nahi jeena
Nahi jeena tere baaju
Nahi jeena, nahi jeena
Nahi jeena tere baaju
Nahi jeena, nahi jeena
Main tenu...