"Mat Jao" lyrics
"Mat Jao"
Hm-mm-mm
Mm-mm-mm
Aah-aah-aah
Mat jao, mat jao
Ruk jao, ruk jao
Dekho rog agar tum to kaise main manaunga
Mujhko to aata nahi hai manana
Yeh aansu keemti hai aur duniya matlabi hai
Inko duniya ke liye tum mat bahaao
Mat jao, mat jao
Mat jao, mat jao
Haan, kaash mera waqt mere saath hota
Aaj baitha main yahan tanha na rota
Kya aasaan tha, tujhko kho dena?
Thoda hans lenge, thoda ro dena
Dil ki yeh ghutan mitaao jaana
Tum paas aao jaana
Door kyun khade ho mujhse, phir gale lagao jaana
Tere jaane ki ghadi hai, maut saamne khadi hai
Tujhko meri kasam hai, na jaao chhod ke
Haath chhodo ge agar tum
Tou main to mar hi jaaunga
Duniya ko bhool sakta hoon
Tumko kaise bhulaunga?
Aasaan nahi hai, samjho
Main dil ko kya samjhaunga?
Tum door chale jaoge, main to yahi reh jaunga
Tum na aaoge laut ke phir
Bas yaad tumhaari aayegi
Jo tere saath thi khushiyaan, woh
Kya baad tumhaare aayengi?
Tum saaye bhi le jaaoge
Dukh saare hi de jaaoge
Mujhko jo bhool gaye ho tum
Khud ko bhi bhool jaaoge
Tere bin tanha raaton mein
Dil chain kahin na paata hai
Yeh poochta hai mujhse, kya sabko sab mil jaata hai?
Yeh dekh leti thi tujhko, inko sukoon aa jaata tha
In aankhon ka ab kya karun jab tu nazar na aata hai
Mat jao, mat jao
Ruk jao, ruk jao
Kaisi hain yeh shaamein aur kaisi yeh subah hai?
Ek-tarfa hi sahi, par pyaar tumse hua hai
Dooba hoon main tum mein
Tum mein jaagta hoon
Tumko sochta hoon, tumko maangta hoon
Tum ruk kar tou dekho bas
Main khushiyaan le aaunga
Saari jholi mein tumhaari, mat jao
Mat jao, mat jao
Ruk jao, mat jao
Mat jao, mat jao
Ruk jao, mat jao
- AZLyrics
- A
- AUR Lyrics
You May Also Like
Anuv Jain - "Mazaak" Yeh bhi mazaak hi toh hain
Saalon se sadko pe sambhal ke chal raha tha yoon
Gaalon ke gaddhon mein tere
Na jaane kyun main ladkhadake gir gaya huin
Muskuraao, aur aise hanso meri baaton pe
Girta...
Taimour Baig - "Consignment" Career pura mera kala pe, kala se (yeah,yeah)
Career chhor teri zindagi Talha se
Consignment karega chaaku churi
Diss mai jaldi hage ga tu hara huri
You're tryna use my name to grow your channel
Inke...
Arjun Kanungo & King - "Ilzaam" Bata de mujhe wajah de mujhe
Mera hi main na raha sab dhoondh rahe
Maine kiya aisa kya hum phir na mile
Main khud se hi kyun laapata
Hata de usse mita de usse
Duniya bani pyaar ki ilzaam tale
Tune...
Talha Anjum & Jokhay - "Happy Hour" Larkharata hua jaam dhoond raha hu
Sooraj se mukhatib mein wo shaam dhoond raha hu
Manzar meri nazar se ye sab haseen
Walk the stage charo taraf naam goonj raha ho
Dil behlaanay ko ab kaam dhoond...
Tony Kakkar - "Zindagi Tu Aana" Zindagi tu aana ik shaam milenge
Tujhse hi teri shikayat karenge
Zindagi tu aana ik shaam milenge
Tujhse hi teri shikayat karenge
Ye mujhko girate hain kyon aksar
Jo khud ko utha bhi nahi sakte
Ye...