"Waqt Ke Jungle" lyrics

Armaan Malik Lyrics

"Waqt Ke Jungle"
(from "Dobaaraa" soundtrack)

Waqt ke jungle mein
Khoya hai ek banjaara
Ek banjaara
Waqt ke jungle mein
Khoya hai ek banjaara

Ghoome galliyon mein
Gol gol zindgi
Mile jo bhi lage
Zara zara ajnabi

Ghoome galliyon mein
Gol gol zindgi
Mile jo bhi lage
Zara zara ajnabi
Aur nazrein dhoondein raah
Dikhane wala sitara

Waqt ke jungle mein
Khoya hai ek banjaara
Banjaara

Kadam kadam yeh dum badum
Sawaalon mein khoya chala jaaye hai
Kadam kadam yeh dum badum
Andheron mein dooba chala jaaye hai

Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba
Sawaalon mein khoya
Andheron mein dooba
Chala jaaye hai chala jaaye hai
Chala jaaye hai

Phire tanha musafiron sa ghamzada
Sune raat bhar aahaton ki yeh sada
Aur raat kahe subah na aayegi dobaaraa

Waqt ke jungle mein
Khoya hai ek banjaara


soundtrack: "Dobaaraa" (2022)
You May Also Like
Arijit Singh - "Pal" Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Milke juda ho na paayega dil Dil ko main samajh paaun na Hmmm......
Darshan Raval - "Kaash Aisa Hota" Mmm hmm... Ho ho... Ye lamha bhi guzar jaayega Ye dard seene mein hi dab jayega Ye baatein adhoori reh jaayegi Tum aur main adhoore reh jayenge Kaash aisa bhi hota Tum mere hote Main tumhara hota...
Atif Aslam - "Aadat" Najaane kab se Umeedain kuch baqi hain Mujhe phir bhi teri yaad Kyun ati hai? Najaane kab se Durr jitna bhi tum mujhse Paas tere main Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene main Zindagi se koi shikva...
Arijit Singh - "Tu Hi Hai" O mere mohalle mein Chaand jo aaya hai Eid jo laaya hai Tu hi toh nahi Ammi ne meri jo Suit silaya hai Khwaab dikhaya hai Tu hi toh nahi Haan jiske liye dil bigadne lagaa hai Woh kaun hai, Tu Hi...
Atif Aslam & Momina Mustehsan - "Sajan Das Na" Ae jo mashoori ae Sajan majboori ae Is layye tere taun, hoyi thodi doori ae Sajan majboori ae Sajan majboori ae Qasam meri tere bin, baat adhoori ae Dil kardaa kaghaz bhar da Apna ae haal main likh...