"Haara" lyrics

Genius Romanizations Lyrics

"Haara"

Hmm-mm-mm, mm
Hmm-mm-mm, mm
Mmm-mm-mm-mm
Oh-oh-oh, oh
Oh-oh-oh, oh
Mmm-mm-mm-mm

Le main haara tere aage
Jaise Raanjhe ne Heer haar di
Kaisi duniya, duniyadaari
Tere sadke mein jaan vaar di

Nazro ke saamne, tera aks hee rahe
Tere naam aansu ki boond har koi
Kaafi hai sitam tere, ab talak jo hai kiye
Haal iss deewane ka poocho to sahi

Tu saamne mere lekin kahi nahi
Dil ne tere siwa, chaaha tha kuch nahi
Hontho pe raat-din hai meri ye dua
Tujhko bhula doon main, rahe yaad kuch nahi

Ab ye bhi bol do, hum kuch nahi tere
Ya chheen lo sabhi, jo khwaab hai mere
Kehte the saath mein rehna hai umr bhar
Phir kyun nahi hue, bolo na tum mere

Bheegi-bheegi raato mein, aansu liye phirta hoon
Humko ab zamaane ki parwaah nahi
Phir se laut aaoge, gale se lagaoge
Dil ko na jaane kyun hai ab bhi yakeen

Tu saamne mere lekin kahi nahi
Dil ne tere siwa, chaaha tha kuch nahi
Hontho pe raat-din hai meri ye dua
Tujhko bhula doon main, rahe yaad kuch nahi

Haara main, aisa haara, jaise toota koi taara
Tanha, koi na sahaara, aisa haara
Palko pe khwaab sajaaye, seene mein yaad basaaye
Jaise koi aawaara, aisa haara
Oh-ho, haara main, aisa haara, jaise toota koi taara
Tanha, koi na sahaara, aisa haara
Jaaun kaha main aakhir? Mera to ishq hai zaahir
Jo na phir ho dobaara, aisa haara


EP: "I Loved You" (2025)
Genius Romanizations - I Loved You EP cover
You May Also Like
Rochak Kohli - "Ye Kaisa Ishq" Dubbe dil nu O, dubbe dil nu kinaara naiyyo milna Haath chhuta dobaara naiyyo milna Haath chhuta dobaara naiyyo milna Aaiyaan rattan judaaiyan diyaan Judke bhi juda sa raha Jab mila, na mila Tu...
Kushagra, Tanishka Bahl & Geet - "Baawra" Kya haseen sama tha, woh tab ki baat hai Yeh mujhe laga, ki yeh mera hi khwaab hai Tune mere haathon ko jo chuaa tha Baatein teri tune ki thi bayaan Main aankhon mein teri dooba hua tha Saari fikar...
AUR - "Purple" Aayein agar mushkilein morr par Waadah karo jao ge na chhor kar Chahay mera dil tujhay be-panah Jaatay ho kyun tum isse torr kar? Barhti raheingi meri khwahishein Lag ja galay aarzi taur par Jaanay...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu Neend hoon main Dono mile Raat bane Roz yahin Maangu duaa Teri meri Baat bane Baat bane Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka paani Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka...
Gajendra Verma, Ravator & Swapnil Tare - "Waade" O beliya ve Sath mera ku chrd gya hai Kyu ye pal Naa guzare Kyu ye dil Tum par hi ruke Kyu ye pal Naa guzare Kyu ye Mann Tum bin na lage Kashti kinaaron pe thehre nahi Aadhey adhoorey doobey kahi...