"Beta Karta Rap" lyrics
"Beta Karta Rap"
Ek room lena mushkil tha, aaj teen-chaar flat hain
Laptop ke deewane, aaj sab kuchh Mac hai
Paanch-sau mein kiya main shows, Pachees lakh hain
Wo bhi indoor, outdoor to stadium pack hain
Jab bhi gaane daloon beta, har baar comeback hai
Beta bars nahi sirf, spit karta facts pe
Jitna dream tha kamana, utna bharta tax main
Maa-baap mere proud, beta karta rap hai
Haan, betaa kya karta hai? Beta karta rap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Haan, beta kya karta hai? Beta karta rap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Nine to five job nahi, chaubbis ghanta kaam karte
Samay ko jo dekhe na, wohi log beta naam karte
Mehnat kar yahan pe, zameen ke neeche aaraam karle
Neeche jo giraare, khade honge wohi salaam karne
Bina deal liye, bade sapne dekhra tha
Jeera dream life kyunki gaane itne fekra tha
Taang kheenchne mein apne wale maahir hain
Wo sathi nahi, taang kheenchane wala kaikda tha
Gullak mein chillar jama karte the
Aaj assi laakh deke, khadi gaadi neeche ghar ke be
Hustle apne beta road pe thi
Aaj apan crorepati bina koyi sawal-javab karke be
Bina label ke kaise jeetne ka sikhaya main
Torch mere haath main, ye rasta bhi dikhaya main
Rasta ye bhaag, jaise khol dala bhai ne ki
Independent artist bhi kama sakta bataya main
Akela karaa main, jaahir hain log jalenge
Crore'on ka sona beta, maa ke haath aur gale mein
Jiske dil mein tha khot, wo sab chale gaye
Saaf jiska dil, beta saath wahi chalenge
Main dost banana janta nahi, aur dost banana chahta nahi
Dost banaya jis'se, wo dost ban'na jana nahi
Bana main kameena, kyunki bhalayi ka zamana nahi
Zaroorat pe chala gaya, to wapas laut ke aana nahi
Jo bhi hain tu real reh be, duniya se sharmana nahi
Jitna diya main, utna kisne diya gaana nahi
Khud se main banata hun, wo log bole gavaanaa nahi
Rulana nahi, maa-baap se keemti koyi khazana nahi
Bina jaankari log, aane dete bas salaah hain
Poori raat karun kaam, apun chaand ki tarah hai
Beta sun'ne ka sabki, aur karne ka man ki
Duniya mein tu aaya, ek mehman ki tarah hai
Parivaar se koyi industry mein nahi hai
Aaj meri tarah industry mein koyi bhi nahi hai
Sab saale jalte hain, jab bhi apun chalte hain
Mila mujhe sab beta, jo bhi mujhe chahiye (Sab kuchh)
Bina label ke kamayi ka, kar'ra crore'on main kar'ra deal close
Khud ka label laya, khud pe kara main yakeen bro
Laalach, deta kaagaz, kitne offers kara mana
Kyunki independent rehna tha, aaj jeera hun main dream bro
Haan, betaa kya karta hai? Beta karta rap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Haan, beta kya karta hai? Beta karta rap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Dheele kapde mere badan pe, aur sar pe cap hai
Maa-baap fatte proud, beta karta rap hai
Emiway Bantai
Haan, maaloom hai na?
Writer(s): Mohd Bilal Shaikh
- AZLyrics
- E
- Emiway Bantai Lyrics
album:
"King Of The Streets" (2023)
You May Also Like
MC Stan, KSHMR & Phenom - "Haath Varthi" Mere gaano pe haath varti
Agar nahi kara yaha pe toh marr padti
Teri behen mujhse pyaar karti
Mat marr usko, uski nahi galti
Sirf relate woh karti
P-Town bole toh dekh yede log ki bharti
Me gardish...
DIVINE - "Punya Paap" Jab se paida tab se kiya humne
Jab se paida tab se kiya humne
Jab se paida tab se kiya humne
Jab se paida tab se kiya humne
Jab se paida tab se kiya humne punya paap
Jitna mila dugna diya kiya punya...
King - "IICONIC" Kehnde har gaana hit munda iiconic
Dedo jeshi vi nazam Raja ride on it
If you the fucking prize all my eyes on it
I'm coming for you!
Jab jigar jale tab tab aankho me aag uthe
Jab shikhar chadhe tab...
MEMAX - "Naa Jaa" Humming!
Na, na, na, na
Gore gore gaal pe hai kaala kaala til (Kaala til)
Gore gaal hai par kaala kaala dil (Kaala dil)
Tujhe chahiye wo jo bhare tera bill (Tera bill)
Tu hai sober par dimagh nahi...
Tony Kakkar & Neha Kakkar - "Shona Shona" Tera badan poora tera ilaaka
Maine na jhanka maana tu lady gaga
Main daaku nahi hoon na dalunga daaka
Par har sardi mein garmi mein
Jaade mein baarish mein
Tum meri tum meri ho na
Shona meri shona...