"Waqt Ke Saath (Interlude)" lyrics

"Waqt Ke Saath (Interlude)"

Yeah, yeah!
Yeah! Yeah!

Chhoti-chhoti cheezon mein pehle milti thi khushiyan
Jab khul ke kharcha karne jeb mein apne nahi tha rupya
Woh lamha sab kuchal diya
Apan ne sab kuch badal diya
Maine rasta pakad liya
Sambhal ke agar tu dakhal diya
Dhakel diya khud ko ghar ke taraf
Ghar se door figure ke taraf
Paise kama raha main lag raha arab
Lafde rap mein, ho raha main garam
Inhe lagta tha ke main karunga sharam
Besharam main deta hun gaaliyan
Maa ki choot
Ye dete hain taaliyan
Jitna udaya, main fir se kama liya

Uff! Yeah!
Yeah! Yeah!
Jo bhi mehenge joote, kapde leta
Main pehenta ek baar
Andar kya chal raha hai kisi ko nahi bata raha
Khud kar raha dekhbhaal
Main hoon raja, main chatur
Jaise main Akbar-Birbal
Uthna seekha gir kar
Nahi chahiye maal, na liquor
Baaki log karte taaki woh lagenge cool
Andar se mar jayenge fool
I wanna' go back to school days
Jab jee raha tha life usool se
Liya main risk life mein
Like I was playing a russian roulette
Qabool hai, qabool hai, qabool hai
Main kar chuka shaadi with music
Mera agla chaal confusing
Is hi Eid, go cruising
Easily they losing
Kyunki main sach ke saath
Badla main waqt ke saath
Juda main rab ke saath
Pasand hai kaali raat
Jee raha hun dard ke saath
Chala jayega sab waqt ke saath


Writer(s): Mohd Bilal Shaikh
You May Also Like
DIVINE - "Wallah" हाँ... भगवान को पहला रखते अपन GG! इंसान वैसे भी धोखेबाज है! Gang! Gang! इंशाअल्लाह! माशाल्लाह! We made it this far We put in the work We're shooting for stars Praise be the god (Shah Rule!)...
Badshah, DIVINE & Mikey McCleary - "Bach Ke Rehna (Red Notice)" Ayee, ayee Ayee, ayee Ayee, ayee Haan, haan Life, camera, action Jo bhi mai bolun wo caption Jo bhi mai bolu wo happens Apun kare down jaise fraction Katwayega tu lagake dil bhai Khulenge raaz tu...
King - "IICONIC" Kehnde har gaana hit munda iiconic Dedo jeshi vi nazam Raja ride on it If you the fucking prize all my eyes on it I'm coming for you! Jab jigar jale tab tab aankho me aag uthe Jab shikhar chadhe tab...
Shah RuLe & Raja Kumari - "Kaun Hai Tu" Khandar sa, andar se khaali hai Teri saari garmi tere sar see nikaali hai You don't really want it, don't try You don't really want it, don't try Kaun hai tu? Hai tu kidhar ka? Jaise aaya waise hi...
Arjun Kanungo - "Famous" Aaj mujhe yaad aaya ki main FAMOUS Tere saath rehta toh kyun bhool jaata hoon? Namaste Haters, See you later Ab woh jal rahein toh phir main kya karun? Acha nahi lagta Jab tu mujhse naraaz Main hoon...