"Kitna Maza Aayega" lyrics
"Kitna Maza Aayega"
Soch, Kitna Maza Ayega
Jab Hum Tum, Pahaado Ke Shehar Mein Rahenge
Aur Tere Mere Din Bhi Kuch Ghanto Mei Guzrenge
Soch, Kitna Maza Ayega
Jab Hum Tum Bs Ek He Sadak Pe Chalenge
Hathoon Mein Hath Liye, Bas Baatein Karenge
Baatein, Kuch Anjaani Si, Kuch Nakli Si, Kuch Diwaani Si
Oooo Humpe Ye Samaa Bhi Muskurayega…
Soch, Kitna Mazza Ayega…
Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha
Mazaa Ayega…
Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha
Ek Aam Ka Paudha, Jo Bachpan Mein Boya Tha
Ek Raja Ka Beta, Jo Jungle Mein Khoya Tha…
Ek Aam Ka Paudha, Jo Bachpan Mein Boya Tha
Ek Raja Ka Beta, Jo Jungle Mein Khoya Tha
Oo Teri Ye Sab Baatein, Mujhe Achi Lagti Hai
O Jab Tu Choti Si, Aur Pyari Si, Paanch Saal Ki, Ek Bachhi Lagti Hai
Ho... Koi Puraan Quissa Tere Chehre Pe, Hansi Layega…
Soch Kitna Maza Ayega…..
Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha, Ha, Ha Ha
Maza Ayega…
Writer(s): Gajendra Verma
- AZLyrics
- G
- Gajendra Verma Lyrics
You May Also Like
Darshan Raval - "Kaash Aisa Hota" Mmm hmm...
Ho ho...
Ye lamha bhi guzar jaayega
Ye dard seene mein hi dab jayega
Ye baatein adhoori reh jaayegi
Tum aur main adhoore reh jayenge
Kaash aisa bhi hota
Tum mere hote
Main tumhara hota...
Arijit Singh - "Sukoon Mila" Mila hoon ab jo tum se
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila...
Tujhe hai paaya Rab se
Hai dil ko mere kasam se
Sukoon mila, sukoon mila...
Har pal haseen sa huaa hai
Saanson ko tune...
Darshan Raval - "Bhula Dunga" Ek pal me tumko, mai bhula dunga
Dil todne ki ye saza dunga
Ek pal me tumko, mai bhula dunga
Dil todne ki ye saza dunga
Meri yaadon ke mausam jo tumpe chhayenge
Chahe jitna tum chahoge, par na...
Arjun Kanungo - "Waada Hai" Tujhse Shuru
Hua Jo Tujhse Shuru
Wo Qisaa Tujhpe Hi Le
Hua Khatam
Hoga Nahin
Ye Humse Hoga Nahin
Kisi Ko Denge Nahin
Teri Jagah Hum
Tere Bina
Jiyein To Kyun
Ye Sawaal Baar-Baar Aataa Hai
Tere...