"Na Ja Tu" lyrics

"Na Ja Tu"

Naaaaa
Naaaaa
I don't wanna run away (Naaa)
I don't wanna miss you babe but
I can't help myself
I'm loosing you
Tell me what to do nahh
Ek dusre ko jaante
Itna to kar hi sakte hai
Tu mujhko mauka de
Chahe dhoka de
Bass

Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bas
Main khoya hun

Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bas
Main khoya hun

Tu lagti shamaa si thi
Jeene ki vajah si thi
Ek din yun hi chal uthi
Main soch mein tha padh gaya ke
Jaane kya khata hui (Khata hui)
Ya yuhi bewafa hui (Bewafa hui)
Ya dil se khelne ka shauk tha tujhe pad gaya
Ab toota sa bikhra sa ghoomun main raaton mein
Asmaan dekha taare barbaad ho gaye
Hum the napaak ho gaye
Saare gande kaamon mein haath ho gaye
Pyaar ki safedi se saaf the
Dhokon ki laali se laal ho gaye
Hum the napaak ho gaye
Meri chot dekh dard bhi maaf ho gaye
Yoon tum peecha na karo
Mujhko ab jaane do
Theek ho jaunga main
Fir se aunga main
Aisi baatein na karo
Jinse dil dukhta hai
Jab theek ho jaunga main
Tujhko bataunga
Main Kyu Marta hun
Teri ek chhoti si muskaan bhi ab dekhne ko
Tarsa hun
Main kyun
Karta hun saari ye baatein taki
Sun le tu main kehdu bass

Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bass
Main khoya hun

Yoon naa jaa tu
Naa jaa tu
Tere bina main dhoondta
Khudko hi bass
Main khoya hun

Yoon Tum Pichha Na Karo
Mujhko Ab Jaane Do
Theek Ho Jaunga Main
Phir Se Aaunga Main

Aisi Baatein Na Karo
Jinse Dil Dukhta Hai
Jab Theek Ho Jaunga Main
Tujhko Bataunga Main


Writer(s): King
You May Also Like
Badshah & Karan Aujla - "Players" Rusi nu cahiye koi gehna sohneya ehna ta karna paina sohneya Sohneya prada ni paranda cahida Sohneya prada ni paranda cahida Fer meluga je dil laina sohneya Fer meluga je dil laina sohneya Rusi nu...
Sachet Tandon - "Maiyya Mainu" Na re na re na re na re na Tujh bin rehna nai hona Dekh tujhe bas hai jeena Tera hona nazrana Zindghani mein hona tera Lakh lakh shukar main kehna Ho maiyya mainu yaad aave Sun charkhe di rooh Ho...
Darshan Raval - "Baarishon Mein" Itna tera intezaar kiya Dil ko khafa sau baar kiya Tujhse wafa maine ki iss kadar Teri judaayi se pyaar kiya Toot jaayein jo rishte Laazmi toh nahi yeh Ke dilon se mohabbat ho khatam Baarishon mein...
Jubin Nautiyal - "Rabba Janda" Ki rabba janda, rabba jaanda Tainu kitni mohobata dil karda Ki rabba janda rabba janda Tainu kitni mohobata dil karda Tere vajon jee nahi lagda Rog ye laga ishq da Har dua mein tainu mangda Ke...
Aastha Gill & AKASA - "Shringaar" Tujhe rakh loon main Nainon mein basaye Door hi kyon jaaye Teri intezari mein main baithi Din gin gin gin Sochi tere peechhe Aankhon mein koi aaye Le ke chala jaaye Aashiq khadte hain mere peechhe...