"Sarkaare" lyrics

"Sarkaare"

Dil ko dukha ke thoda hum bhi dekhenge
Yaadon mein basa ke thoda hum bhi dekhenge
Shayad hum juda hue toh phir na milein

Ho
Na ja sarkaare
Dekh toh yahan re
Pyaar ke hain maare
Jaise tute taare
Hai bechare
Kayi saare
Kayi saare

Ho, main kya karti ek bahana chun liya
Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya

Tuta jo taara
Zameen pe hara
Khwab humara
Falling from the sky
Samjhe ishara
Kehna kya chahra
Saansein bachi na
Love me back to life

Love me back to life

Na dekha tune haal yeh mera
Muqaddar bhi sath na mera
Begaano si mai nachdi phiru
Teri jogan banke saajna

Is hi tarah din katega mera
Raatein hongi meri tanha
Tu sunega nahi
Mai bhi bolungi na
Tujhse pyaar kiya

Ho, jo tu hi nahi hai
Kya paas hamare
Vahi dil dooba re
Jaha na kinara
Na sahara
Na tumhara
Na humara

Ho, mai kya karti ek bahana chun liya
Ho, tere chehre ka sirhaana bunn liya

Toota jo taara
Zameen pe haara
Khwaab humara
Falling from the sky
Samjhe ishara
Kehna kya chahra
Saansein bachi na
Love me back to life


Writer(s): Alan Mark Sampson, Sophia Louise Brenan, King
You May Also Like
Young Stunners (Talhah Yunus & Talha Anjum) - "Afsanay" Afsaanay ab likhta nahi huu Mai dunya ko dikhta nahi huu Mat pucho mai kitna sahi huuu Kiun ek jagah tikta nahi huuu Basar karte hain tere dil mai Asar hai tou shikwa kare kyun? Zikar hota hai har...
Darshan Raval - "Asal Mein" Kyun Khuda ne di laqeerein Jisme zaahir naam nahi tera Likh raha hoon dard saare Yun toh shayar naam nahi mera Itna bhi kya bewafa koi hota hai Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai Asal mein, tum...
Tony Kakkar - "Zindagi Bata De" Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Zindagi Bata de kyon tu khafa hai Sansein hi toh le raha hoon Ye bhi kya gunaah hai Mere apne bhi apne nahi hain...
Atif Aslam - "Jeene Laga Hoon" Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon... Main Mera Dil Aur Tum Ho Yahaan... Phir Kyun Ho Palkein Jhukayein Wahan... Tum Sa Haseen Pehle Dekha Nahin... Tum Isse Pehle...
Emiway Bantai - "Grind" Wo karna chaahti grind Main bhi baitha masti mein Khadi hai behind Toh phir aag lagi basti mein Baby are you fine sip karu wine Kyun tu itni hot hai main cross karu line Wo karna chaahti grind Main...