"Har Baar" lyrics

Murtaza Qizilbash & Samar Jafri Lyrics

"Har Baar"

Chal diye tum kahan?
Neer bharnay ke yahan
Reh gaye hain kyun nishaan?
Is dil-e-bechain ke
Aansu mere nain ke
Beh gaye hain jaan-e-jaan

Mere dard-o-sitam ki yeh baatein hain
Ke adhoori tere bin yeh raatein hain
Ke sawaal yeh dil se naa jaate hain
Phir hum kyun—

Har baar aatay hain?
Tujhko manatay hain?
Tere gunn gaatay hain har ghari?
Har pal duaon may
Tujhko hi maangte hain
Phir bhi tu kyun aata hai nahi?

Mujh may jo koi
Kami hai thori
Poori woh tumse hai hui
Jab tum yoon aana
Galay lag jaana
Tere siwa naa hai koi
Hum tou tumko pukaarte hain
Yoon yaad karte hain
Dil jo ghabraa jaata hai kabhi
Khud ko sawaalon may
Barbaad karte hain
Jab tu jawaab deta hai nahi

Chhoro yeh baatein puraani hain
Phir se likhni yeh kahani hai
Karte hain tumse yeh waada
Tou hum—

Har baar aayenge
Tujhko manayenge
Tere gunn gaayenge har ghari
Har pal duaon may
Tujhko hi maangenge
Tu aa hi jaayega, hai yaqeen

Kivein dasaan, akhiyaan teriyaan
Meri saawaan le gayiaan?
O maahi, mein te hoya tera
Das ki mein karaan?
Hunn shaamaan pey gayiaan
O maahi tennu
Kivein dasaan, akhiyaan teriyaan
Meri saawaan le gayiaan?
O maahi, mein te hoya tera
Das ki mein karaan?
Hunn shaamaan pey gayiaan
O maahi tennu
Kivein dasaan, akhiyaan teriyaan
Meri saawaan le gayiaan?
O maahi, mein te hoya tera
Das ki mein karaan?
Hun shaamaan pey gayiaan
O maahi tennu


Writer(s): Murtaza Samar Abbas Qizilbash Jafri
You May Also Like
Hamza Malik - "Maan Lo" Tere bin hum haarey Din kaise guzaary kaise kahun kaise kahun Tuje kaise kahun kaise kahun Hayeee Ab hai na saharay Betha hon kinaray kaise kahun kaise kahun Tuje kaise kahun kaise kahun Kyun karty...
Anuv Jain - "Antariksh" Karta main baatein meri aaine se dekhun teri Tujhse kaise, khul ke vaise bolun main ye raaz dil ke? Ab tere saamne huin, kitna kuch main kehna chahun Mujhko yeh bata de phir kyu khojun main alfaaz...
AUR - "Mat Jao" Hm-mm-mm Mm-mm-mm Aah-aah-aah Mat jao, mat jao Ruk jao, ruk jao Dekho rog agar tum to kaise main manaunga Mujhko to aata nahi hai manana Yeh aansu keemti hai aur duniya matlabi hai Inko duniya ke...
Darshan Raval & Youngveer - "Sirf Tum" Ab main kaisay baat ye manloon Phir se hoga na mere saath tu Yeh jo behte hi rahe raat din Aansuon ko kaise mai rok lu Hmm... Kaise ho kahaan ho tum Chahe ab na puhchein hum Fikar rahegi ab yeh, teri...
Anuv Jain - "Arz Kiya Hai Coke Studio Bharat" Kayar jo the Woh shayar bane Ab kya kya karein Ye ishq mein Na kehte the kuchh jo Lage khoj mein Kya lafz chune Naye aashiq ye Ishq mein tere hain Faiz bane Arz kiya hai Humne bhi likha kuchh tere...