"Hum" lyrics
"Hum"
Dil nu ki samjhawan ve mein sajna?
Akhiyan ne rawaan ni mein walna
Ni chand dalna
Ni karne ve hijr di mein gal na
O sajna
Ay rah-guzar
Pehchanta kya tu mujh ko nahi?
Tu be-fikr
Baatein yeh reh jaayein gi ankahi
Aankhon teri mei dooba hai yeh deewana
Baaton teri mei khoya hai yeh parwana
Mein tere gunn gaoun
Mein khud ko sataoun
Woh rastay sajaoun, tu jin pe chala
Yeh meri majboori hai
Tujh se jo doori
Tou karde tu poori yeh meri dua
Haan, hum hain tumharay
Dil ki sadaa yeh hai
Meri baqa yeh hai
Phir kyun na ho tum humaray?
Kaisi saza yeh hai?
Mujh pe jafa yeh hai
Jis tarha se saansein hain mujh mei rawaan
Jis tarha se aankhon mei basta jahaan
Mein kya hi kahun?
Basta hai mujhe mei yoon tera junoon
O humdum
Jal gaya ghar mera mein jaon ga kahan?
Mere armaanon ka hai urta dhuaan
Mein kya hi karun?
Khud ko bachaun? Ya mein khud se laroon?
Kya hi meri khata hai yeh?
Mein samjha na
Kis qadar be-wafa hoon mein?
Na yeh jaana
Ya meri khush-fehmi hai
Mann mera wehmi
Yeh teri dil-rehmi hai mujh pe ayaan
Ke teri parchaayi hai
Mujh pe yoon chaayi
Ke marr bhi gaya tou rahoon ga sadaa
Kyun ke—
Haan, hum hain tumharay
Dil ki sadaa yeh hai
Meri baqa yeh hai
Phir kyun na ho tum humaray?
Kaisi saza yeh hai?
Mujh pe jafa yeh hai
Dil nu ki samjhawan ve mein sajna?
Akhiyan ne rawaan ni mein walna
Ni chand dalna
Ni karne ve hijr di mein gal na
O sajna
Dil nu ki samjhawan ve mein sajna?
Akhiyan ne rawaan ni mein walna
Ni chand dalna
Ni karne ve hijr di mein gal na
O sajna
Haan, hum hain tumharay
(Dil nu ki samjhawan ve mein sajna
Akhiyan ne rawaan ni mein walna)
Dil ki sadaa yeh hai
(Ni chand dalna)
Meri baqa yeh hai
(Ni karne ve hijr di mein gal na
O sajna)
Phir kyun na ho tum humaray?
(Dil nu ki samjhawan we mein sajna?
Akhiyan ne rawaan ni mein walna)
Kaisi saza yeh hai?
Mujh pe jafa yeh hai
O sajna
Dil nu ki samjhawan ve mein sajna?
Akhiyan ne rawaaan ni mein walna
Ni chand dalna
Ni karne ve hijr ni mein dalna
O sajna
Dil nu ki samjhawan ve mein sajna?
Writer(s): Murtaza Qizilbash
- AZLyrics
- M
- Murtaza Qizilbash Lyrics
You May Also Like
Hamza Malik - "Maan Lo" Tere bin hum haarey
Din kaise guzaary kaise kahun kaise kahun
Tuje kaise kahun kaise kahun
Hayeee
Ab hai na saharay
Betha hon kinaray kaise kahun kaise kahun
Tuje kaise kahun kaise kahun
Kyun karty...
Anuv Jain - "Antariksh" Karta main baatein meri aaine se dekhun teri
Tujhse kaise, khul ke vaise bolun main ye raaz dil ke?
Ab tere saamne huin, kitna kuch main kehna chahun
Mujhko yeh bata de phir kyu khojun main alfaaz...
AUR - "Mat Jao" Hm-mm-mm
Mm-mm-mm
Aah-aah-aah
Mat jao, mat jao
Ruk jao, ruk jao
Dekho rog agar tum to kaise main manaunga
Mujhko to aata nahi hai manana
Yeh aansu keemti hai aur duniya matlabi hai
Inko duniya ke...
Hamza Malik & Zain Zohaib - "Alfaaz" Pata nahi chala, hum badal gaye
Karein ab kya, hum ishq mein phisal gaye
Tere deedar se pehle
Hum jaisay toh dil lagane se dartay thay
Kaisa lag raha hai ab woh
Dekha hai kisi ne usko
Mera bhi ussey...
Anuv Jain - "Baarishein" Haule se, dheeme se
Mujhko baahon mein bhar lo na tum
Narm si sanson mai
Mujhko aahon mai bhar lo na tum
Sun zara, mere paas aa
Ab baithe hain hum bhi yahan
Dil ke darmiyaan
Baarishein hain,...