"Ronay Dhonay" lyrics

"Ronay Dhonay"

Here I go
Chalte apne raste pe
Rotay, rotay hanste hue
De ke khud ko main dhokhay
I don't know
Kyun khud ko sataata hoon
Kyun khud ko bataata hoon
Everything will be okay
Na jaanay kyun itna hota hoon beqaraar

Phir se dil jalay (I don't know)
Ek aur din dhalay (I don't know)
Jab meray saath aisa honay laga
Tab se main yoon ronay dhonay laga, ooh-ooh

Meri zindagi ka ye safar rukta nahi
Kabhi bhi jaaun main jahan idhar udhar, ooh-ooh
S-U-F-F-E-R-I-N-G, grinding all the time
But things don't be the way, (they used to be)
Procrastinate karta hoon main har kaam ko
Abhi nahi karna bro, karunga main ye shaam ko
Divorce de diya sukoon aur aaraam ko
Na jaanay kyun aisa hota hai har dafa

Phir se dil jalay
Ek aur din dhalay
Jab meray saath aisa honay laga
Tab se main yoon ronay dhonay laga, ooh-ooh

Hm-mm-mm


You May Also Like
AUR - "Faasle" Kabhi koi mujhe kehde kuch zara Teri bahoon mein hi chup jaongi Tu bhi mujhe apna banalega Yeh soch soch ke marjaongi Mujhe tum dehklo, apna karo ya na karo Is dard ko kam na karo, mujhko na jana...
Hamza Malik - "Maan Lo" Tere bin hum haarey Din kaise guzaary kaise kahun kaise kahun Tuje kaise kahun kaise kahun Hayeee Ab hai na saharay Betha hon kinaray kaise kahun kaise kahun Tuje kaise kahun kaise kahun Kyun karty...
Hamza Malik & Kabeer Khan - "Over You Reprise" ਸਾਰੇ ਕਹਿੰਦੇ ਸੀ ਮੈਨੂੰ, ਇਹਨੇ ਛੱਡ ਜਾਣਾ ਤੈਨੂੰ ਫਿਰ ਵੀ ਮੈ ਕੀਤਾ ਏਤਬਾਰ ਵੇ ਤੇਰਾ ਨਈ ਮਸਲਾ ਕੋਈ, ਮੇਰੇ ਤੋਂ ਗਲਤੀ ਹੋਈ ਹੋਣਾ ਨੀ ਹੁਣ ਤੇ ਮੈਨੂੰ ਪਿਆਰ ਵੇ ਹਾਏ ਕੱਲਾ ਹੋਵੇਂਗਾ ਇਕ ਦਿਨ, ਤੂ ਵੀ ਰੋਵੇਗਾ ਇਕ ਦਿਨ ਤੇਰਾ ਦਿਲ ਜਿਸਪੇ ਆਏ,...
AUR - "Mat Jao" Hm-mm-mm Mm-mm-mm Aah-aah-aah Mat jao, mat jao Ruk jao, ruk jao Dekho rog agar tum to kaise main manaunga Mujhko to aata nahi hai manana Yeh aansu keemti hai aur duniya matlabi hai Inko duniya ke...
Talha Anjum - "Laapata" Dil ka kya hi lena hai siyasaton se? Tu raaj karti dil ki inn riyasaton pe Chaand jo galli may nikla aaj phir se Matlab chaand utar chuka hai dekho aaj chhat se Tujhe kis se maangun, maanga sau dafa...