"Sila" lyrics

Abdul Hannan & Murtaza Qizilbash Lyrics

"Sila"

Kaise saavan ki kaali ghataein chhaanay lagin?
Kaise jeevan ki mujhpe sazaaein aanay lagin?
Jab hua mein tera, bezubaan hogaya
Kaisi hain yeh manzilein, benawa mein hua

Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele kabhi

Laaya chaand taaray par
Gawaya mein ne kya kya?
Paaya aakhir kya tu ne?
Mitaya wajood mera
Socha naa khud ka, tha jazbaati
Chunta tujhko reh gaya, mein talabgaar
Haan, mera waqt tha tera
Har kaha tera maanta gaya

Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi

Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi
Phir naa jaanay
Kyun wohi hai sila jo dete sabhi
Ay mere dil
Tu koi faisla tou lele abhi


You May Also Like
Darshan Raval - "Haara" Hmm-mm-mm, mm Hmm-mm-mm, mm Mmm-mm-mm-mm Oh-oh-oh, oh Oh-oh-oh, oh Mmm-mm-mm-mm Le main haara tere aage Jaise Raanjhe ne Heer haar di Kaisi duniya, duniyadaari Tere sadke mein jaan vaar di Nazro ke...
AUR - "Par Ab Jo Aayegi Tu" Aankhein tere bina yeh soti nahi hain Raatein hoti nahi hain jab tu hoti nahi hai Hoti hai teri fikar, rehta hai dil may ik dar Ke dil may viraani hai, ab tu kab laute ga ghar? Par ab jo aayegi tu...
Anuv Jain - "Baarishein" Haule se, dheeme se Mujhko baahon mein bhar lo na tum Narm si sanson mai Mujhko aahon mai bhar lo na tum Sun zara, mere paas aa Ab baithe hain hum bhi yahan Dil ke darmiyaan Baarishein hain,...
King & Ruaa Kayy - "Jee Lenge" Kuch nahi mera tha tere bina Tere aane se lagta hai main jee hi jaaungi Kuch nahi jo aankhon se gira Bas paani sa lagta hai, main chup ho jaaungi Jab se tu hai aaya savera bann ke Bharosa toh mila,...
Arjun Kanungo & Momina Mustehsan - "Aaya Na Tu" Tum kabhi na kahoge Kyun na hum hi ye bol de Ho kahan yeh bataao Hum wahan chal ke aa jayenge Bheege bheege mausam khile the jahaan Tere mere raste mile the jahaan Baahon mein teri din dhale the...