"Tum" lyrics

"Tum"

Be-tabiyan, be-chainiyan laayi yahan
Jaaun kahan tumhare siwa?
Yeh ranjishein
Dukhon bhari yeh bandishein
Sunaun kahan tumhare siwa?
Be-inteha pyaar tumhein karte hain
Tum na samajh paaoge
To aise munh ko na modo
Is dil ko na todo
Ke hum hain sataye hue

Kaisa fasana hai
Mera jahan tum ho
Tum hi to ho aarzu
Tum hi ho mera saara sukoon
Guzra zamana mein
Meri subah tum ho
Toota sitara hoon main
Jab se haara hoon tum se main yun

Nadaan hai, veeran hai
Mann yeh mera khud se anjaan hai
Tum bekhabar, main besabar
Tumhare liye kya yeh aasaan hai?
Dil mera gaaye kabhi
Mann ghabraaye kabhi
Pyaar mujhe hai hua tum se, haan
Dam dam aankhon mein hi
Basti hain yaadein sabhi
Ishq mujhe hai hua tum se, haan
To aao na, le jaao na
Uljha hua hoon main, dekho zara
Ke meri aankhon mein gham hai
Aur laakhon sitam maine khud pe hain dhaaye hue

Kaisa fasana hai
Mera jahan tum ho
Tum hi to ho aarzu
Tum hi ho mera saara sukoon
Guzra zamana mein
Meri subah tum ho
Toota sitara hoon main
Jab se haara hoon tum se main yun


Writer(s): Murtaza Qizilbash
You May Also Like
Anuv Jain - "Alag Aasmaan" Nayi nahi hain, yeh baatein wahi Phir iss mod par hum milein hain Naa jaane ab milenge hum kabhi To ruk jao ek pal yahan pe Yeh narm chadaron ki silvatein Tujhe abhi bula rahin hain Na jaao door...
AUR - "Tum Se" Tum ho toh lagta hai me hota hun sang khushiyo'on k Yun pal bhar main, me jeeta hun zamane jese sadiyo'on k Tumse mili hain khushiya'an Mila hai ye jahan saara tumse Tumse umeedein hain Hum seekhey...
Atif Aslam - "Meri Kahani" Jhula jhulaiy yai panghat nadiya kinaray Yai angan nindiya tu ana Hawa kay sang mujhko bhi tu dekhana Apnay rang suno meray dil janiya Kahani mani ek din mairay sang yai jahan Tan maira kuch aur tera...
Darshan Raval - "Haara" Hmm-mm-mm, mm Hmm-mm-mm, mm Mmm-mm-mm-mm Oh-oh-oh, oh Oh-oh-oh, oh Mmm-mm-mm-mm Le main haara tere aage Jaise Raanjhe ne Heer haar di Kaisi duniya, duniyadaari Tere sadke mein jaan vaar di Nazro ke...
AUR & Taimour Baig - "Raastah" Baa-Khuda main dar he gaya Raaston mein tu kho gaya Dhoondh lenge hum manzilen Mil he jaayega humein raasta, raasta, raasta Dhoondh lenge qadam raasta, raasta Laut aane ka ab main kya doon tujhey...