"Laapata" lyrics

Payal Dev & Dev Negi Lyrics

"Laapata"
(from "Cuttputlli" soundtrack)

Is khel ka kaun hai badshah
Baazi chale par hai laapata
Kathputliya hum sare yahan
Dor hai kiski kisko pata

Khatra khatra hai har pal saanson mein
Dekho khatra khatra
Na apni baazi pe itna itra itra
Na jaane koi kal ko kya hoga kya haan kya
Dhokha hai raahon pe bikhra bikhra

Is khel ka kaun hai badshah
Baazi chale par hai laapata
Kathputliya hum sare yahan
Dor hai kiski kisko pata

Saaf dikhta kuch nahi hai
Ik dhuan sa har kahin hai
Dagmagana har kadam pe
Laazmi hai laazmi hai

Ek tinke ki taraha sab
Aandhiyon mein udd raha hai
Chaal chhipke is jahan se
Kaun hai jo chal raha hai

Har taraf zor ki
Chal rahi hai aandhiyan

Is khel ka kaun hai badshah
Baazi chale par hai laapata
Kathputliya hum sare yahan
Dor hai kiski kisko pata


soundtrack: "Cuttputlli" (2022)
You May Also Like
Aastha Gill & Kumar Sanu - "Saawariya" Dekh ke tujhko Dil bole haaye haaye Tere bin haal mera Bura hota jaaye jaaye Thodi shararati main Tu bhi thoda shy shy Tere liye bakiyon ko Kiya maine bye Aisa kaisa pyaar kar liya Ho saawariya aa...
Tony Kakkar & Neha Kakkar - "Shona Shona" Tera badan poora tera ilaaka Maine na jhanka maana tu lady gaga Main daaku nahi hoon na dalunga daaka Par har sardi mein garmi mein Jaade mein baarish mein Tum meri tum meri ho na Shona meri shona...
Arjun Kanungo - "Fursat" Dheere se khinchon Tum inn pardon ko Ungli na fanse Thoda sambhal ke taala lagana Jo niklo ghar se Keh paaunga main Abse na tumse ye kabhi Samjhaunga main Kaise jaane kaise khud ko bhi Fursat jo...
Sachet Tandon - "Mehram" Mehram tu hi hai mera Le sun le meri daastaan Ranjishein dhuan dhuan si yeh Aa reh le tu bhi yahaan Noor na rukh te saah vi na mukkde Ke agg bann gaya hai lahu mera Teri razaa hai dard mazaa hai Le...
Arijit Singh & Asees Kaur - "Intezaar" Phir kahin dil ne mehsoos kiya tha Ik dafa phir se zinda ye huaa tha Nazar jo aaya tu toh jeena aaya Nazar se phir kyun tu gum ho gaya Pal mein hi Haan tere intezaar hai Kahaan karaar hai Hai teri...