"Mehram" lyrics
Sachet Tandon Lyrics
"Mehram"
(from "Jersey" soundtrack)
Mehram tu hi hai mera
Le sun le meri daastaan
Ranjishein dhuan dhuan si yeh
Aa reh le tu bhi yahaan
Noor na rukh te saah vi na mukkde
Ke agg bann gaya hai lahu mera
Teri razaa hai dard mazaa hai
Le hun bann gaya badshaah tera
Aaja leke jaaun tujhe
Saansein ghut'ti jahaan
Khwaahishein jo tooti si thi
Bikhra unka jahaan
Daffan ho donon yahaan
Phir bhi ho tanha
Kare jo bhi sajda tera
Kehna tu hi meri hai mehram
Jaana tha yaadon ka ek aashiyana
Tera khwaabon mein mujhko sataana
Hmm...
Jaana tha yaadon ka ek aashiyana
Tera khwaabon mein mujhko sataana
Woh jo tera pyaar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hai kya wajah
Ab tak hoon khafa
Woh jo tera pyaar tha
Main hi tera yaar tha
Aisi bhi hai kya wajah
Main hoon khafa
Aaja leke jaaun tujhe
Saansein ghut'ti jahaan
Khwaahishein jo tooti si thi
Bikhra unka jahaan
Daffan ho dono yahaan
Phir bhi ho tanha
Kare jo bhi sajda tera
Kehna tu hi meri hai mehram
Agar hai laaya todne baai
Reet chali aa rahi hai
Lamhe saare kaid main kar loon
Aisi ghadi aa rahi hai
Hona hai jo dekhi jaaye
Ab karam hi farmaaye
Hona hai jo dekhi jaaye
Ab karam hi farmaaye
- AZLyrics
- B
- Bollywood Lyrics
soundtrack: "Jersey" (2021)
You May Also Like
Emiway Bantai - "Chalte Firte" She think that i'm a baddie
But i'm pretty decent
Ek hi baar kiya party uske baad
She wanna spend the weekend
Ayy, ayy
Chalte firte sadko pe machate raho
Apli public deti traas toh sambhaal ke raho,...
CarryMinati - "The Big Bull (Title Track)" To kaise hai aap log?
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne walo ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Inko kya pata maine kari...
Sukriti Kakar & Prakriti Kakar - "Majnu" Mere basic se hai shauk nahi
Tere jaise kiye block kain
Mere basic se hai shaunk nahi
Show off na kar tu itna
Tere jaise kiye block kain
Hawaa main zyaada udnaa
Yeh pyaar-vyaar ki baatein
Ab lagti...
Armaan Malik - "Shukar Manavaan" Ik chhit'ti badri se manzil badli si
Rasta anchaha manchaha ho gaya
Maahi paaya paaya mann laaya laaya
Meri jind vich aaya hunn honsla
Rabb raakha raakha main te aakhan aakhan
Hun shukar manavaan...