"Kinni Soni" lyrics

"Kinni Soni"

Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli

Kehde janmon ka mere badla mila
Itne paas hoke bhi tu mera na hua
Duniya waalon ki sunte rahe
Dil ki na suni yeh hum ne kya kar liya

Ishq parindeyaan da kade milna
Kade milna haaye kyun na likheya

Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli

Oh, mil ke kehna tha jo tujhe
Kehna woh baaqi reh gaya
Ek tu hi jo mera na raha
Dass ve mera ki reh gaya
Kaisi bebasi hai dekh le tu yaara
Aakhri dafa main tujhko chhoo bhi na saka

Dil waalon ko dil ki qasmein de kar
Zamaane waalon ne juda kiya hai

Kinni sohni lagdi tere haathon mein yeh mehandi
Akhiyon mein hai paani tera chehra noor di pyaali
Chann chhod aaya ambaraan nu ban gaya teri baali
Khwaahish meri aaj tere pairon mein aake boli

Haaye, baadal, yeh baadal hai dardon ke baadal
Yeh aansoon main apne sukhaaoon kahaan
Kitni deewangi hai mere dil mein
Yeh cheer ke sab ko dikhaaoon kahaan

Patthar ki raahein hain pairon mein kaantein hain
Dil mein daraarein hain dard jo saare hain
Tere bina ab toh yahi sahaare hain
Yeh mera saara jahaan

Agle janam mein jab milenge kabhi
Toh yeh waada raha na honge juda


Writer(s): Gurpreet Saini, Raval Darshan
You May Also Like
Anuv Jain - "Jo Tum Mere Ho" Hairaan hoon Ki kuch bhi na mangu kabhi main Jo tum mere ho Aisa ho kyun? Ki lagta hai haasil sabhi hai Jo tum mere ho Jo tum mere ho Toh main Kuch nahin maangoon Duniya se Aur tum ho hi nahin Toh...
Badshah, DIVINE & Nikhita Gandhi - "O'Sajna" मीठी लगे मुझे तेरी बतिया याद में जगूं तेरी सारी रतिया ओ सजना, ओ सजना, ओ सजना, ओ सजना दीद को तेरी तरसे अँखियाँ दिल की लगी बनी दिल लगियाँ ओ सजना, ओ सजना, ओ सजना, ओ सजना मीठी लगे मुझे तेरी बतिया याद...
Atif Aslam & Neeraj Shridhar - "Pehli Nazar Mein" Pehli nazar mein Kaise jaado kar diya Tera ban baita hai mera jiya Jaane kya hoga Kya hoga kya pata Is pal ko milke aa jee le zara Mein hoon yahan Tu hai yahan Meri bahon mein aa aa bhi ja O...
Arijit Singh - "Pal" Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Pal kaisa pal Pal mein jaaye phisal Chaah ke bhi pakad paaun na Milke juda ho na paayega dil Dil ko main samajh paaun na Hmmm......
King - "Teri Ho Na Saki" Meri aankhein ye Tujhpe tiki Tu miljaye abhi...tu miljaye abhi Main mana teri ho na saki Par tuje kho na saki Mujhe har pal tu yaad tha Main bas tujhe bol na saki Mujhe tera pyaar yaad hai Main...