"Yaar Mere" lyrics

"Yaar Mere"

Bole bina hi jo sunle
Wo yaar mera tu
Haan tu
Hasaye sataye manaye
Wo yaar mera tu
Haan tu

Ye kisse tere mere
Paas honge umr bhar ye
Hai vaada yeh tujhse
Kabhi bhi na honge judaa

O yaar mere
Tu jaan meri
O yaar mere
To hai to har khushi
O yaar mere
Tu saath jo ho to main jeetun jahaan

O yaar mere
Koi humsa nahi
O yaar mere
Ab sudharna nahi
O yaar mere
Tere jaisa yaar milega kahaan

O yaar mere
O yaar mere

Ho mujhe
Kya fikar
Paas jo tu mere
Na lage
Koi darr
Saath jo tu chale

Laga le jab gale tu
Aur khushi se gaali de tu
Toh aisa lage
Jaise har mushkil ho gayi aasaan

O yaar mere
Tu jaan meri
O yaar mere
To hai to har khushi
O yaar mere
Tu saath jo ho to main jeetun jahaan

O yaar mere
Koi humsa nahi
O yaar mere
Ab sudharna nahi
O yaar mere
Tere jaisa yaar milega kahaan

O yaar mere
O yaar mere
O yaar mere
O yaar mere


Writer(s): Raval Darshan
You May Also Like
Badshah & Aastha Gill - "Paani Paani" Usne mujhe chhua bhi nahi Aisa waisa kuch hua bhi nahi Nazar thi paini, hui bechaini Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi Saiyaan ne dekha aise Main paani paani ho gayi Main paani paani ho gayi...
Atif Aslam - "Jeene Laga Hoon" Jeene Laga Hoon Pehle Se Zyada Pehle Se Zyada Tum Pe Marne Laga Hoon... Main Mera Dil Aur Tum Ho Yahaan... Phir Kyun Ho Palkein Jhukayein Wahan... Tum Sa Haseen Pehle Dekha Nahin... Tum Isse Pehle...
King - "Teri Ho Na Saki" Meri aankhein ye Tujhpe tiki Tu miljaye abhi...tu miljaye abhi Main mana teri ho na saki Par tuje kho na saki Mujhe har pal tu yaad tha Main bas tujhe bol na saki Mujhe tera pyaar yaad hai Main...
Kailasa - "Teri Deewani" प्रीत की लत मोहे ऐसी लागी हो गई मैं मतवारी बल-बल जाऊँ अपने पिया को मैं जाऊँ वारी-वारी मोहे सुध-बुध ना रही तन-मन की ये तो जाने दुनिया सारी बेबस और लाचार फिरूँ मैं हारी मैं, दिल हारी, हारी मैं, दिल...
Neha Kakkar - "Yaad Piya Ki Aane Lagi" Aasmaan mein jaise baadal ho rahe hai Hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hai Aasmaan mein jaise baadal ho rahe hai Hum dheere dheere dheere paagal ho rahe hai Main to mar jaana haye wo na jo...