"Tera Ho Gaya" lyrics

"Tera Ho Gaya"

Aisa kahin
Koi nahin
Tumsa haseen
Koi nahin

Yeh dil tera
Ab ho gaya
Esme meri
Galti nahin

Tu roobaroo jo ho mere
Tujhse nazar hat ti nahi
Haan kaise yeh kaise
Haan kaise ho gaya

Main tera ho gaya
Haaye tera ho gaya
Tere meethi meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Main tera ho gaya
Haaye tera ho gaya
Tere meethi meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Ishq mein pagalpan hai
Ishq mein naadani
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Ishq mein naraazi hai
Ishq manaata bhi
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Hone laga aisa nasha
Pehle kabhi na hua
Yeh jo hua
Tu hi to wajah

Tujhse hi to vaasta
Tu hi to har raasta
Yeh kya hua
Ab tu hi bata

Dekha karun tujhko hi main
Sunta rahun tujhko hi main
Haan kaise ye kaise
Haan kaise ho gaya

Main tera ho gaya
Haaye tera ho gaya
Meri sooni sooni raaton ka
Savera ho gaya

Main tera ho gaya
Haaye tera ho gaya
Tere meethi meethi baaton mein
Aisa kho gaya

Ishq mein pagalpan hai
Ishq mein naadani
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi

Ishq mein naraazi hai
Ishq manaata bhi
Ishq barbaadi hai
Ishq aabadi bhi


Writer(s): Raval Darshan
You May Also Like
King - "She Don't Give A" And this goes of for all the beautiful ladies in this world Who got a dream A dream to fly high Where nobody gonna stop you Nobody gonna tell you what to do what to not And those goes all for you...
Yo Yo Honey Singh - "Vigdiyan Heeran" भाई इज नोट शी इज योर एक्स? व्हाट इज शी इज डूइंग विथ दा ओल्ड मॉडल! देनी पेनी ओनू लव डोज़ इक बारी फिर विगड़ियाँ हीरां नोट उड़ावन विगड़ियाँ हीरां नोट उड़ावन मुंडेया नु पिछे लावन पर किसे दे हाथ न आवन ना...
Anuv Jain - "Mazaak" Yeh bhi mazaak hi toh hain Saalon se sadko pe sambhal ke chal raha tha yoon Gaalon ke gaddhon mein tere Na jaane kyun main ladkhadake gir gaya huin Muskuraao, aur aise hanso meri baaton pe Girta...
Arijit Singh - "Muskurane" Muskurane ki wajah tum ho Gungunane ki wajah tum ho Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na O re piya re O re lamhe tu kahin mat jaa Ho sake toh umr bhar...
Badshah & Sharvi Yadav - "Daaku" टोपे पे बंदी तेरी, टोपे पे system छोड़ के जो गए मुझे, I don't really miss them दो-दो बार बनाए मैने career लोगो के That's why I don't really diss them Soul, काम, गाड़ी, तीनों काली-काली रात में लाखों...