"Believe" lyrics
"Believe"
Ghar pe tha baitha main
Aaj poora duniya ghumoon
Kisko pata tha main
Aisa banunga khud ko choomon
Gaane likta hun roz
Music mein khud ko kho du
Hip hop mujhko banaya
Kasar karna kaise chhodoon
Dhoonda khud ko maine
Dhoonda khud ko
Haar nahi mana main dhoonda khud ko
Dhoonda khud ko maine
Dhoonda khud ko
Paas nahi aana na chhoona mujhko
Sapne ko poora kar de
Chala jaayega jitna bhi dard hai
Kitne to hai jo mujh se hai sadte
Dikha kaam beta aa dikha de karke
Nahi yeh nahi karna hai
Inko to sirf chamkaane ka
Kaanpatti check karo
Fun kane ka
Chhod music ke jariye se samjhane ka
Wo kehte hai kehne do
Wo kehte hai kehne do
Wo kehte hai kehne do
Wo kehte hai kehne do
Toota tha kuchh saal pehle
Padosi kehte the tu aur tere dost pehle
Wahi dost saath abhi mere
Ab janti hai duniya hum kitne jagah faile
Chaar kamre mein karte the kaam
Costumes nahi rehte the hume peheney ko
Aaj seedha card swipe
Bade randsome hai
Daam nahi puchhte rehne do
Wo kehte hai kehne do
Kehte hai kehne do
Unhe kehne do
Ghar pe tha baitha main
Aaj poora duniya ghumoon
Kisko pata tha main
Aisa banunga khud ko choomon
Gaane liktha hun roz
Music mein khud ko kho du
Hip hop mujhko banaya
Kasar karna kaise chhodoon
Dhoonda khud ko maine
Dhoonda khud ko
Haar nahi mana main dhoonda khud ko
Dhoonda khud ko maine
Dhoonda khud ko
Paas nahi aana na chhoona mujhko
Sapne ko poora kar de
Chala jaayega jitna bhi dard hai
Kitne to hai jo mujh se hai sadte
Dikha kaam beta aa dikha de karke
Writer(s): Dominik Wirsching, Mohd Bilal Shaikh
- AZLyrics
- E
- Emiway Bantai Lyrics
album:
"Malum Hai Na" (2021)
You May Also Like
Sidhu Moose Wala - "So High" Yeah! Byg Byrd!
Huh!
Imma, imma brown boy!
Tu gabru nu mann ya na mann alhade
Akh 12 gauge di shotgun alhade
Dilan te nishane sidde maardi aa
(Dilan te nishane sidde maardi aa)
Oh sir utton lang'an...
Badshah - "BKL" Fuck जो तू सोचे मेरे बारे मेरा घंटा
Pop करूँ मैं तेरी गोली जैसे बनटॉ
ऐसे कैसे Bro 50 लाख का Show मेरा
और Show करूँ मैं बस एक घंटा
Do Your Fuckin Math Boy लगभग 80000 का मेरा हर एक Minute Bro
बावन लाख...
Tesher - "Young Shahrukh" I got 500 dollars in cash in case they don't take AMEX
She wanted to see me so now I'm headed to The Annex
Sorority house, she snuck me in, she tried to
Keep quiet - couldn't hold it in
I mean the...
DIVINE - "3:59 AM" Bonheurs enfantins
Trop vite oubliés, effacés
Une lumière dorée brille sans fin tout au bout du chemin
Trop vite oubliés, effacés
Une lumière dorée brille sans
Sens au cœur de la nuit
L'onde...
CarryMinati - "The Big Bull (Title Track)" To kaise hai aap log?
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne walo ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Inko kya pata maine kari...