"Malum Hai Na (Intro)" lyrics
"Malum Hai Na (Intro)"
Haan bheje ki hatti toh sablog ki fatti
Mile tujhe bhi chop gaane
Bury karke daalu sabpe matti main
Jaise koyi bhatti yeh sab saale tatti
Zayada bajenga toh sidha kanpatti checked
Hum Mumbai ke chokre zayada na bhauk bey
Gaane pe uthre toh sidha hum thok te
Thuk te mic pe kan ke parde sambhal
Shahrukh bula mujhe ya phir Bilal
Main toh kar raha kamal meri ammi kehri
Baki kaun kya kehra main nahi sunra behra
Main toh khud mein rehra
Samandar si batein haan kaafi gehra
Badal chuka hai mera rehna sehna
Bol teri jal reli hai na hai na
Maa ke gale mein hai mota gehna
Mujhe garv mere abba kehte beta hai na
(Hakk se)
Kaam aisa karo ki
Gharwalo ko garv hona chahiye bawa
Baki album aa rela hai
Do hazar ikhis hai aas paas koyi nahi dikhis hai
Malum hai na
Haan haan gaane pe gaane daale itte saal
Safalta ke sath mere badhte baal
Abki baar socha public ne mangela
Album toh de doon kamre mein kaid hoon
Bana raha main album kam ab bhi jari
Kuch gaane chill hai aur sab gaane bhari
Jo baithe bhikari hai talent ke sath
Unlog ki album mein nahi kar raha baat
Jo the mere sath woh jante the raaz
Par abhi ki baat bahut alag hai ba
Tu galat hai ba tu galat hai ba
Tu galat hai ba tu galat hai ba
Jo the mere sath woh jante the raaz
Par abhi ki baat bahut alag hai ba
Tu galat hai ba tu galat hai ba
Tu galat hai ba
Nahi samjhega ba main Allah tauba
Kar rela ramzaan ka mahina hai
Sunta nahi duniya mein kya kiska kehna hai
Mujhko toh rehna hai jaisa hoon main
Kabhi kabhi khud sochu kaisa hoon main
Aaj paisa hoon main mere ek ek word
Aur dheere dheere janega poora world
Mere baare chadh ja re mere piche na pad
Ab chale ja re sade ja re kamyabi dekh ke
Likh rela bistar ko tek ke
Marunga fenk ke bhagenge baaz
Zyada bolunga toh sabki udaas
Filhaal toh koyi bhi nahi paas
Main aa rela awwal
Maharashtra chokra tulla me sauval
Alag hai level og from day one
Life meri heaven lavan na devan kisi se
Naya business plan main hoon busy bey
Depend nahi hone ka kisi pe
Pc pe karta tha kaam
Apple mere liye nahi tha bey aam
Meri zindagi mein jo bhi hora hai
Un sare cheezon ka main khud pe ilzam lu
Life hai pariksha de rela exam hoon
Filhaal main calm hu calm before storm
Jo bhi karun drop woh sare hit song
Yeh karein sirf lit main karun hit bong
Bahut strong rap game wo khelela
Jaise ping-pong ding-dong mere darwaze pe
Kaam-waam leke ab sab aa rele
Izzat aur shohrat hum daba ke kama rele
Khuda ke alawa koyi nahi kuch karega
Humare liye samjha rele samjh lo bawa
Yahan pe koyi kisi ke liye
Kuch nahi karta hai
Khud ke liye karna padta hai bawa
Utho aur daudo
Baaki album aa rela hai
Intezar karo
Eid pe
Abhi ke liye itna
Kaafi hai
Aur jo hate faila rele
Unke liye apne dil se maafi hai
Peace out
Writer(s): Emiway Bantai
- AZLyrics
- E
- Emiway Bantai Lyrics
album:
"Malum Hai Na" (2021)
You May Also Like
Badshah - "Hot Launde" 1 Number वाली गाडी रखने वाला लौंडा
2 Number वाली दाढ़ी रखने वाला लौंडा
यार दिल्ली से मोहाली रखने वाला लौंडा
लेकिन बंदी बस पहाड़ी रखने वाला लौंडा
पैसे की बात न हो तो हो जाता बहरा लौंडा
चुप चाप किसी को...
Arjun Kanungo - "Famous" Aaj mujhe yaad aaya ki main FAMOUS
Tere saath rehta toh kyun bhool jaata hoon?
Namaste Haters, See you later
Ab woh jal rahein toh phir main kya karun?
Acha nahi lagta
Jab tu mujhse naraaz
Main hoon...
DIVINE - "Chal Bombay" Chal Bombay, meri maa se milata hoon
Chal ghar pe tujhe haath se khilata hoon
Jo bhi bola wo haq se nibhata hoon
Tujhe chahta hoon
Tujhe chahta hoon
Chal Bombay, meri maa se milata hoon
Chal ghar...
CarryMinati - "The Big Bull (Title Track)" To kaise hai aap log?
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Jalne walo ki to rooh bhi jalani hai
Ek kahaani hai jo sabko sunani hai
Inki bhookh bhi to maine hi mitani hai
Inko kya pata maine kari...
Mellow D & Aastha Gill - "Drunk N High" Akull on the beat, yeah!
Mellow Mellow
Aastha Gill
O ek teri chal curly je baal
Lil black dress ch lagdi kamaal
Mundeya da kardi burra haal
Baby khud nu sambhal
Jager bomb utte bomb tussi lai jaane...