"Kaise Main Kahoon" lyrics
Kailasa Lyrics
"Kaise Main Kahoon"
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur
Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor
Dhadke yeh zor zor bhadke yeh chaaron aur
Woh kay jaane chit chot woh hain chanda main chakor
Bhole bhale matwale dil ka kya karu
Bhole bhale matwale dil ka kya karu
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Dharti pe aajkal paanv na dharu
Dharti pe aajkal paanv na dharu
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Saari saari raat aur saara saara din
Har ghadi har pal pal chhin chhin
Saari saari raat aur saara saara din
Har ghadi har pal pal chhin chhin
Ulti seedhi behki behki baaten main karu
Ulti seedhi behki behki baaten main karu
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main
Apane piya ko lekin sabse chhupaun main
Chanda ko rijhaaun kabhi taaron ko rijhaaun main
Apane piya ko lekin sabse chhupaun main
Unko padi hai kya main jiyu ya maru
Unko padi hai kya main jiyu ya maru
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Yahaan vahaan jahan tahan udti phiru
Dharti pe aajkal paanv na dharu
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Kaise main kahu ke mujhe ishq huaan hain
Logon se suna hain mujhe ishq huaan hain
Mho mujhe ishq huaan hain...
Writer(s): Kailash Kher, Naresh Kamath, Paresh Kamath
- AZLyrics
- K
- Kailash Kher Lyrics
You May Also Like
Atif Aslam - "Aadat" Najaane kab se
Umeedain kuch baqi hain
Mujhe phir bhi teri yaad
Kyun ati hai?
Najaane kab se
Durr jitna bhi tum mujhse
Paas tere main
Ab toh aadat si hai mujhko aise jeene main
Zindagi se koi shikva...
Aastha Gill & Kumar Sanu - "Saawariya" Dekh ke tujhko
Dil bole haaye haaye
Tere bin haal mera
Bura hota jaaye jaaye
Thodi shararati main
Tu bhi thoda shy shy
Tere liye bakiyon ko
Kiya maine bye
Aisa kaisa pyaar kar liya
Ho saawariya aa...
Adnan Sami - "Bheegi Bheegi Raton Mein" Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Aisi barsaaton mein aao na
Bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na
Ho, bheegi bheegi raaton mein phir tum aao na...
Darshan Raval - "Asal Mein" Kyun Khuda ne di laqeerein
Jisme zaahir naam nahi tera
Likh raha hoon dard saare
Yun toh shayar naam nahi mera
Itna bhi kya bewafa koi hota hai
Yeh soch kar raat bhar dil ye rota hai
Asal mein, tum...