"BLANKO" lyrics

"BLANKO"

Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyu hai?
Tu ek din mil jayegi
Ye mera fitoor hai

Maahi ve!
Jo tu na mila
To phir kya hua?
Teri yaadon mein
Main jeeta rahaa

Tere naam ki
Jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya

Maine Din bhi sudhaar liye
Kapde bhi sawaar liye
Abhi kitna kama rahe
Tune chhote hi sawaal kiye
Tera zikar chhupa liya
Aur khudse malaal kiye
Na soch sakoge tum
Humne itne kamaal kiye
Afsos hota hai bas hume is baat ka
Tum dil mein jaana kabhi nahi jhaanke
Tum humse aisa pyaar kabhi kar na sake
Jaisi ye duniya karti hain baatein

Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyu hai?
Tu ek din mil jayegi
Ye mera fitoor hai

Maahi ve!
Jo tu na mila
To phir kya hua?
Teri yaadon mein
Main jeeta rahaa

Tere naam ki
Jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya

Faslon mein, Bhi raza teri
Mushkilon mein, Kyu wafa meri
Main hasun na, Khwahishein teri
Tu roye na, Ye dua meri
Jo mujhse door jayegi
To jaana toot jayegi
Ye duniya hai khayalon ki
Tu sach mein ruth jayegi
Main tujhse kya chhupaunga
Tu mujhko kya btayegi
Tu jab bhi aankhein band karle
Saamne mujhko payegi

Sach bol na jaana
Tu mujhse door kyu hai?

Tu ek din mil jayegi
Ye mera fitoor hai

Maahi ve!
Jo tu na mila
To phir kya hua?
Teri yaadon mein
Main jeeta rahaa

Tere naam ki
Jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya

Maahi ve!
Jo tu na mila
To phir kya hua?
Teri yaadon mein
Main jeeta rahaa

Tere naam ki
Jo bheji dua
Sach ho na saki
Main karta bhi kya


Writer(s): Arpan Kumar
You May Also Like
Badshah - "Hot Launde" 1 Number वाली गाडी रखने वाला लौंडा 2 Number वाली दाढ़ी रखने वाला लौंडा यार दिल्ली से मोहाली रखने वाला लौंडा लेकिन बंदी बस पहाड़ी रखने वाला लौंडा पैसे की बात न हो तो हो जाता बहरा लौंडा चुप चाप किसी को...
Gajendra Verma - "Mann Mera" Saari raat aahein bharta Pal pal yaadon me marta Maane na meri mann mera Thode thode hosh madhoshi si hai Neend behoshi si hai Jaane kuch bhi na man mera Kabhi mera tha par ab begana hai ye Deewana...
DIVINE - "Mera Bhai" Main aur mera bhai Sirf main aur mera bhai In mushkilon ke beech mein Sirf main aur mera bhai Main aur mera bhai Sirf main aur mera bhai In buzdillon ke beech mein Sirf main aur mera bhai Main aur...
Arijit Singh - "Rihaa" Man man chala Yeh na ruka kuchh dikha naya Man chala wahan ho Qaidi hoon main Man bediyan kholta nahi Chhodta nahio ho Hassa sa chehra hoon Yaadon mein gehra hoon Kya chahiye bolo Ik pal mein lamha...
Gajendra Verma - "Ratjage" Ishq mein ratjage Hain hone ab lage Kare ye dil kya Tu hai mehram mera Mein bas hun tera To Mushkil kya Tujhko khud mein utaar lun Jaise seene mein saansein Bin tere andar hi andar Gadti hain mere...