"Shaamein" lyrics

King & Harjas Harjaayi Lyrics

"Shaamein"

[King:]
Tu jaane naa jaane
Mene teri baatein ki hain
Tujhko pata bhi nahi hae
Khraab yeh raatein ki hae
Jitne bhi ghamm the tumhare
Meri yaad bhulaa deti hae
Haste hasaate mujhko
Phir kyun rulaa deti hae

Jab hoti hain shaamein
Teri yaad bulaa leti hae
Yaad bulati hae
Teri yaad bulaa leti hae
Tanha joh rehta hu main
Mujhko sulaa deti hae

[Harjas:]
Teri yaad mein main betha rehta tanha sa
Na koi kaam hua nah hi mera mann lagaa
Na message kia na hi call kar sakaa
Dil nah toot jaaye
Dil hi dil mein darr laga
Jabse parr lage tujhe
Main na udhh sakaa
Khyaal rha koi mujhe khudka naaa
Door rha taaki tujhse judd sku
Yeh Khanjar mera aa K mujhe khud lagaa

[King:]
Tu jaane naa jaane
Mene teri baatein ki hain
Tujhko pata bhi nahi hae
Khraab yeh raatein ki hae
Jitne bhi ghamm the tumhare
Meri yaad bhulaa deti hae
Haste hasaate mujhko
Phir kyun rulaa deti hae

Jab hoti hain shaamein
Teri yaad bulaa leti hae
Yaad bulati hae
Teri yaad bulaa leti hae
Tanha joh rehta hu main
Mujhko sulaa deti hae

Tujhe sochu jab jab meri aankhein bhar aaye
Ke Maine pyaar kiya hai
Haali dino maine tujhe kahi kehte suna
Ke maine vaar kiya hai
Thoda theek se lagana dosh seekh leti
Ye sab dekh meri ruh bhi aankhein meech leti
Aafat to nahi thi koi aesi ke tu todhe dil
Thoda ruk jaati to wafa bhi karna seekh leti
Le karta dil tere hawale tu isme sheher ek banale baby
Jab toota dil leke hi nikle to kaise mile ghar tera?

Tu jaane naa jaane
Mene teri baatein ki hain
Tujhko pata bhi nahi hae
Khraab yeh raatein ki hae
Jitne bhi ghamm the tumhare
Meri yaad bhulaa deti hae
Haste hasaate mujhko
Phir kyun rulaa deti hae

Jab hoti hain shaamein
Teri yaad bulaa leti hae
Yaad bulati hae
Teri yaad bulaa leti hae
Tanha joh rehta hu main
Mujhko sulaa deti hae


You May Also Like
MEMAX - "Naa Jaa" Humming! Na, na, na, na Gore gore gaal pe hai kaala kaala til (Kaala til) Gore gaal hai par kaala kaala dil (Kaala dil) Tujhe chahiye wo jo bhare tera bill (Tera bill) Tu hai sober par dimagh nahi...
Diljit Dosanjh - "Peaches (Remix)" ਅੱਖ ਆ ਨੀ ਤੇਰੇ ਲੱਕ 'ਤੇ ਤੇ ਤੂੰ ਕਮਲ਼ੇ ਬਣਾ ਕੇ ਰੱਖਤੇ ਗੱਲਾਂ ਬਿੱਲੋ ਚੱਕਵੀਂ ਜਿਹੀ feel ਦੀਆਂ ਅੱਖ ਤੇਰੀ ਡੂੰਘੀ ਜਿਹੀ ਝੀਲ ਦੀਆਂ ਗੁੱਤ ਤੇਰੀ ਜਿਵੇਂ ਸੱਪ ਨੀ ਮੁੰਡੇ ਲੈਂਦੇ ਤੇਰਾ ਨਾਂ ਬਿੱਲੋ ਜੱਪ ਨੀ ਬੁੱਲ੍ਹੀਆਂ ਨੂੰ ਸੋਹਣੀਏ ਗੁਲਾਬ ਕਹਾਂ...
Atif Aslam - "Main Rang Sharbaton Ka" Khwaab hai tu Neend hoon main Dono mile Raat bane Roz yahin Maangu duaa Teri meri Baat bane Baat bane Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka paani Main rang sharbaton ka Tu meethe ghaat ka...
Emiway Bantai - "Machayenge 4" Papa, Papa Aap phir aa gaye Yes beta, main phir aa gaya Tu jab-jab bulayegi main tab-tab aaunga kya! Aao meri godi me baitho Bhale se tere ko paida kisi aur ne kiya lekin paal toh main hi raha hun...
Badshah & Karan Aujla - "Players" Rusi nu cahiye koi gehna sohneya ehna ta karna paina sohneya Sohneya prada ni paranda cahida Sohneya prada ni paranda cahida Fer meluga je dil laina sohneya Fer meluga je dil laina sohneya Rusi nu...