"Seh Jaoon" lyrics

"Seh Jaoon"
(feat. Mishal Shafi)

Khamoshiyan, teri mujh ko tarpaa gayin
Ek baar phir yeh dil haara
Mujh ko bana ke ajnabi
Tum ne hai jaan se maara
Meri aankhein tarsaa gayin
Hawa pal mein, main bechara
Hoo...

Madhoshiyan, is mann ki ab chalti nahin
Tu chal padenge hum kaise
Jaise thay hum ladte kabhi
Ab kyun ladte nahin waise?
Teri aankhon ke woh aansu
Mere dil mein utar gaye
Hoo...

Oh, maahi ve
Mujhe jo chhod ke jaaoge
Yaad aaunga zaroor
Yeh faasle
Kyun ab bhi nahin mitte hain
Aakhir kya mera qusoor?
Sah jaaunga
Main yeh saari dooriyan
Main yahan nahin hoon
Aur tu bhi hai laapata
Tanha hoon main
Meri hain majbooriyan
Tu kahan kho gaya?
Mujhe yeh tu hi bata

Khamoshiyan
Making me feel like there ain't no us
Dono ko pata hai that there ain't no trust
Baad mein yaad aayenge yeh waqt, waqt, waqt
Anjaane kyun hain be-panaah zindagi
Tryna be cool but I can't even breathe
And I know that you feel the same way with me
I know that you'll run away
Run away from me boy
Par yeh pyaar is just dangerous
Dangerous for us boys
So go, door door bhaag just let this go
Kabhi phir milenge, you'll never know
You'll never know, baby no

Oh, maahi ve
Meri kya khata hai
Be-wajah yeh kya hua hai kyun?
Yeh faasle
And just know I'll always be away
But I'll still remember you

Sah jaaunga
Main yeh saari dooriyan
Main yahan nahin hoon
Aur tu bhi hai laapata
Tanha hoon main
Meri hain majbooriyan
Tu kahan kho gaya?
Mujhe yeh tu hi bata


You May Also Like
AUR & Taimour Baig - "Raastah" Baa-Khuda main dar he gaya Raaston mein tu kho gaya Dhoondh lenge hum manzilen Mil he jaayega humein raasta, raasta, raasta Dhoondh lenge qadam raasta, raasta Laut aane ka ab main kya doon tujhey...
AUR - "Faasle" Kabhi koi mujhe kehde kuch zara Teri bahoon mein hi chup jaongi Tu bhi mujhe apna banalega Yeh soch soch ke marjaongi Mujhe tum dehklo, apna karo ya na karo Is dard ko kam na karo, mujhko na jana...
Hamza Malik - "Soneyaa" मै हारा मै हारा, जैसे टूटा हुआ हो सितारा बस आँसू बस ये आहें, मेरे हिस्से में हे दर्द सारा सपने आँसू बनके, सब मेरे बह गये हो सारे अरमान मेरे, दिल में रह गये हो तूने मेरे जाना, कभी नही जाना इश्क़...
AUR - "Mat Jao" Hm-mm-mm Mm-mm-mm Aah-aah-aah Mat jao, mat jao Ruk jao, ruk jao Dekho rog agar tum to kaise main manaunga Mujhko to aata nahi hai manana Yeh aansu keemti hai aur duniya matlabi hai Inko duniya ke...
AFUSIC - "Ek Baar" Nashay main tum, nashay nashay main ham Sabhi hay purple 7 rang Hain teri yadon k saharay Main kush hun dekh le bharam Jo tum nahi to sab khatam Ham tanha dil ko yun mana rhe To kya hay ye majra...