"Thousand Faces" lyrics
Talha Anjum & Umair Lyrics
"Thousand Faces"
Back from a vacay, Urdu rap ka baap hoon main
Call it daddy's daycare, kuch kehtay mujhay humble
Aur kuch kehtay mujhay cocky
Aur jo kehtay mujhay cocky, unko kehta hoon main dickheads
Excuse me, etiquettes
Main most streamed anyways, tujh se behtar any day
I was down many days, poori raat Hennessy
I was losing sanity
Crew karay wait poora, and I'm in my vanity (Locked in)
I've been gone too long, baray kaam thay
Main band hoon studio mein kal shaam se
I've been married to the game for a lifetime
Meray baaki saaray ishq toh naakaam thay (Yeah, yeah)
Sab kuch to the point, I don't beat around it
Loaded weapons, I got so much heat around me
We at war boy, Karachi meri chhaaoni
Hype is real, qadar bari meray sound ki
Khuda mehrbaan, shaq ki koi gunjaaish nahi
Zindagi nahi aasaan, bari aazmaaishain
In my worst days, Rab ne rehnumaai ki
Mr. Most Streamed, first place teray bhai ki
Facts chhotay, facts, main nahi karta gaayeki
I could spend a hundred K on some Nikes
I keep it real or I let it go (I let it go)
Main kabhi karun bharosa, main kabhi bara cynical
I'm getting started homie, this is not a pinnacle
I leave nothing to a chance, sab clinical
Ab kya haasil, kya hasool, kya qaatil, kya maqtool
Mera chehra bhi nahi saaf, meray aainay pe bhi dhool
Main haathi jungle mein akela, sab jaata bhool
Skillset mera tiptop, kya Cubase, kya Pro Tools
Meri har baat mein hai logic, poori zindagi hi ek loop
Zindagi ka matlab kabhi chhaaon, kabhi dhoop
(Ro-Ro-Rockstar!)
Yeah, these thousand faces looking up to me
Thousand thoughts about me going through a thousand minds at a time
That's what the fuck we live for
Yeah
Yeah, yeah
Yeah, yeah
Hazaar chehray ird-gird, who look up to me
Woh mujh se hikmat maangain jaisay main koi falsafi
Meri zindagi mein aatay hain utaar-charhaao
Yeh meri zindagi orchestra, a musical symphony
Khuda khair karay, banday uske dhokebaaz
Mavaali dost meray par rahay hain woh meray saath
Do sau haters, I could drop another 100 Bars
No elevators baby, Urdu rap is not a mall
I had to climb to the top, ek mahaas tha yeh
Main dil-bardaashta hua, par ek bardaasht bhi hai
Kattar Karachi, saat-sau-chhiyaasi asli hain
We could pull up anytime, chhotay masla nahi
Kabhi kahin, kabhi kahaan, kabhi na aur kabhi haan
Kabhi dil mein khaana-jangi, kabhi dil mein ek sulah
Kabhi rolling, kabhi pouring, kabhi rap mujhay lagay boring
Never ran out, still scoring
Lover boy jiska koi love affair nahi enduring
Flying in and out, flights pe hi baithay sou rahay
Kuch goals hain mind mein jinkay baaray mein sure hain
Meray yaar, meray dost, meri sangatain, yeah i own it
Meri kahaani ka aakhir mein khulaasa dekhna
Shanaasa hoon tera, mujhay apna sa dekhna
Meray shows pe hajoom tu ne bohat dekhay hongay
Jab marunga meray bhai, tu janaaza dekhna
Kuch yaar toh hum dafna chukay baray bhaari dil se
Kuch yaaron se pehlay tu mujhay jaata dekhna
Kuch yaar meray dhokha-dhari karain gay aagay
Main bas chahta hoon unka woh iraada dekhna
Kabhi main khush, kabhi main bara down and low
Dollars bohat hain dollar account mein, bro
Kabhi main khush, kabhi main bara down and low
Dil mein dard hain baray, and they're accounted for, Mm-hm
- AZLyrics
- T
- Talha Anjum Lyrics
album:
"TROUBLESOME '96" (2026)
You May Also Like
AFUSIC - "Ek Baar" Nashay main tum, nashay nashay main ham
Sabhi hay purple 7 rang
Hain teri yadon k saharay
Main kush hun dekh le bharam
Jo tum nahi to sab khatam
Ham tanha dil ko yun mana rhe
To kya hay ye majra...
King & Karma - "GOAT SHIT" Yeah
Kaafi tez car chale, mera karobaar chale
Kaafi jyada bheed lagi, bande saare bahar khade
Sabko bukhaar chadhhe, market ke kaan khade
Monopoly moves aur feature mein star bade
Chehre pe scar...
AP Dhillon & Shinda Kahlon - "STFU" Jado bola mooh band
Jado bola mooh band
Jado bola mooh band
Jado bola mooh band mooh band mooh band
Jado bola mooh
(Shut the fuck up!)
Loser jo karde ne pith te scoff
Yaran nu na landuan di tani...
Shubh - "Buckle Up" Hmm-hmm-hmm
Oh kitti Udaa-Adaa-Eidi badmashi ch
Gaddi de window tint chaare maar naa tu jhaatia
Pallan ch jandi jaan na koi kari gustakhian
Diggi ch rakha base ballakar rakha taki ch
Ni veham...
aleemrk - "SAR-E-AAM" Is game ki mili mujhe noc
Kaam jo bhi karu hota an oc
Nahi hai koi jin mera pen oc
Hype cash kare bina kese chen logi
Tere girne kee waja tera ban OT
Mere bharne kee waja I can OT
Banai apni worth...