"Mavaali" lyrics
Talha Anjum & Umair Lyrics
"Mavaali"
Me and the homies, meray londay yeh mavaali
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi (Pap-pap)
Me and the homies, meray londay yeh mavaali
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi
Shehar mera, main shehar se (Facts)
Life is a movie, camera rolling, no rehearsals (Nope)
Always on a fucking plane, door hoon ghar se (Far away)
Karachi land hotay huay dekhun baahar khirkiyon se
Dikhta nahi hai khoon-kharaaba, shehar lagta picture-perfect
Par neechay chhay sau sanki pistol le ke, they be lurkin'
Back on the road, toh samaan laga rahay
Woh ab bhi in my rearview, woh jaan laga rahay
Main push bhi na karun toh rehta way ahead of you
Meray aas-paas haseenaayein, main baatain chodun kyun
The money's in the way, toh mujhay dikhay hi na tu
Forty grand, twenty Gs, deliveries coming through
I send killers to your doorstep
Main Mos Def, meray mohsin sab killers
They're remorseless, no remorse left (Nope)
I post up teri gali mein, toh shaart hoon teray dost sab
Meray dost yaar, aadhay rap star, aadhay rockstar, aadhay pop star
Aadhay sarak-chhaap, phir bhi kalakaar
Dengay heavy dose tujhay ek aawaaz pe
Lack of evidence, shooter saaray phirain ski masks mein (Yep)
Ab teray yaar sirf T-shirts pe aur hashtags pe (Fuck)
Me and the homies, meray londay yeh mavaali (Wooh)
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali (Wooh, wooh)
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi (Pap-pap)
Me and the homies, meray londay yeh mavaali
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi
Ab meray ghar pe mera diya hua kha ke
Baatain chodayn londay jaa ke seedha mic pe (Hah)
I got bigger fish to fry, aur tu pomfret
Tu kam-aqal, tu samjha hi nahi psyche
Tera ghar jaayega itnay ka toh Nike (You know)
Oye chhotay bol, akar tujh mein kahe ki (Karachi, yeah)
Logon se kaha tha qadar karo kalaa ki (Yeah, yeah)
Duniya bhool gayi qadar phir jazbaat ki (Yeah, yeah)
Waqt guzra, bhool gaye apni auqaat bhi
Mujh se mutasir ho, raho meray saath bhi
Abhi bhi most-streamed, abhi bhi wohi team
Abhi bhi ehsaan karengay itnay baray dil
Abhi I walk through security, yeh taur proper
Abhi bhi tharray nahi peetay, abhi bhi Johnny Walker
Abhi bhi Jokhay saath, abhi bhi JJ saath
Ab bhi Umair ki beat pe, par ab Civic ki seat se
Baatain sab zaahir hain, it's not like I need to say this
Me and the homies, meray londay yeh mavaali (Wooh)
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali (Wooh, wooh)
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi (Pap-pap)
Me and the homies, meray londay yeh mavaali
Do yaar rakhain chitti, do yaar rakhain kaali
I'm so official jaisay banday sarkaari
Aagay peechay lagi gaari when we ride through Karachi
- AZLyrics
- T
- Talha Anjum Lyrics
album:
"TROUBLESOME '96" (2026)
You May Also Like
Anuv Jain - "Antariksh" Karta main baatein meri aaine se dekhun teri
Tujhse kaise, khul ke vaise bolun main ye raaz dil ke?
Ab tere saamne huin, kitna kuch main kehna chahun
Mujhko yeh bata de phir kyu khojun main alfaaz...
Taimour Baig & AUR - "Long Time No See" Sapna tha tu mera, main tujhko hasil karun
Lagta na bin tere dil, ab iska kya karun
Beetega har sama, bas teri hi yaad mein
Tu meri justjoo, tu meri aarzoo
Jaane kahan kho sa gaya tu?
Lauta na aisa...
aleemrk - "Kabhi Kabhi" Kabhi kabhi mujhe apno se dar lage
Kabhi kabhi mujhe mere sapno se dar lage
Kabhi kabhi lage har koi dar par hai
Kabhi kabhi lage har shaksiyat me garbar hai
Kabhi kabhi sochu koi na kareeb ho
Kabhi...
Jokhay, aleemrk & Talhan Yunus - "Kab Tak" 2013 meri umar 11 saal
Mein jitna ghar ke andar utna se jyaada ghar se bahar
Mein jitna dar ke jeeta utna dabati ye duniya
To me banta tha bas, nahi tha ratti bhar bhi samjhdaar
Samjh yaar mujhe...
Cheema Y & Gur Sidhu - "Trump" Raati chal gaiyan goliyan ni Sacramento
Asi jaan lain aaye kehnde, "Chhad do, rehen do"
Yaari tanviya layi bani sadi, bahutiyan layi nahin
Gharon pair putti da aa samjhauteyan layi nahin
Asi chato...