"Karachi Rambo" lyrics

Talha Anjum & Umair Lyrics

"Karachi Rambo"

They want me gone, but I can't go
Apna toh sabhi hai Django
Khinchay chilam, khinchay chamber
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol...

Meray Qalam Karachi se Verse-e-Karachi niklain
Bhai main Kattar Karachi, bhai main asal Karachi
Nahi ghair muqaami jo do din karnay aatay party
Ab main rap karun toh lagay jaisay main sirf facts parh raha hoon
Jitna tu chhap raha hai chhotay, utna main saal ka tax bhar raha hoon
I'm a workaholic, mujhay hamesha lagta hai main lag kar raha hoon
Main khud ko jab bhi sheeshay mein dekhun, main bags hi pack kar raha hoon
Mujh se beef kar ke larkay shaart hain, dikhain na ghost ki tarah (Aye)
Inko lead kiya to the slaughterhouse, Judas goat ki tarah
Mujhay line'ain karaayein teri saheliyaan, tujh se suljhengii nahi meri paheliyaan
Main ne yaar toh kho diye apnay bohat, yaaron ko dhoka par nahi diya
Main ta-dam-e-aakhir tak saga is kalaa se, tumhein mujh mein aur dikha hai kya?
Mujh se matlab ki yaari karay industry, meray maathay pe chutiya likha hai kya?

They want me gone, but I can't go
Apna toh sabhi hai Django
Khinchay chilam, khinchay chamber
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol...

Meray Jordan ki jori ke talway pe tu, abay bharway bata phir kis ghalbay mein tu?
Kal ka bacha rap karay halka mein tu, tu naam ka star main asal mein hoon
Tu nahi rap icon ja Hustle mein tu, Tirah se aaya wa ragar mein doon
Paanch zilay main ne kiye mureed, meray ek zilay jitnay shehar se tu
They want me gone, par main ab tak yahin hoon
Log mujh se mil kar aksar mujhay kehtay ke jaisa socha tha main waisa nahi hoon
Haqeeqat pasand hoon, munkar nahi hoon
Kharchay karta hoon par ginta nahi hoon
Parchay bharta hoon, yeh gaanay likhta hoon, koi sunta nahi hai main phir bhi laga hoon
Dekho main kalaa ka saga hoon
Abhi bhi lagta hai I'm up-and-coming, jaisay XUG ya Talon
Sabar, sabar, mujhay sabar chahiye, lekin zehen mein meray ek gadar barpa rehta qadam-qadam
Par main jangju Urdu rap, tu keh le Ghazanfar
Hum bar likhain itnay wazan mein jaisay hum kaanton pe kharay hain
Rapper kartay beef shauqiya, dekh kab katay huay paray hain

They want me gone, but I can't go
Apna toh sabhi hai Django
Khinchay chilam, khinchay chamber
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol...
They want me gone, but I can't go
Apna toh sabhi hai Django
Khinchay chilam, khinchay chamber
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Mujhay bol Karachi Rambo
Aa gaya Karachi Rambo
Mujhay bol...

(Ro-Ro-Ro-Ro-Ro-Ro-Ro-Ro-Rockstar!)
"I could kill you, in town you're the law, out here it's me
Don't push it! Don't push it or I'll give you a war you won't believe"


You May Also Like
Taimour Baig - "Me vs Me" It's me vs me Khud hi khud mai sawalia nishaan jese Ameer illaqay mai ek toota wa makaan jese Mera dil toota tukron mai kanch jese Tu meri manta hai kab Mera khuda janta hai sab It's me vs me,...
King & Harjas Harjaayi - "Shaamein" Tu jaane naa jaane Mene teri baatein ki hain Tujhko pata bhi nahi hae Khraab yeh raatein ki hae Jitne bhi ghamm the tumhare Meri yaad bhulaa deti hae Haste hasaate mujhko Phir kyun rulaa deti hae...
AP Dhillon & Shinda Kahlon - "STFU" Jado bola mooh band Jado bola mooh band Jado bola mooh band Jado bola mooh band mooh band mooh band Jado bola mooh (Shut the fuck up!) Loser jo karde ne pith te scoff Yaran nu na landuan di tani...
Cheema Y & Gur Sidhu - "Young G.O.A.T" ਸਾਨੂੰ ਵੱਡੇ ਵੱਡੇ ਵਾਰਡ ਵੀ ਜ਼ਮਾਨਤ ਹੋਏ ਆ ਅਸੀਂ ਲੈਣ ਨੀ ਗਏ ਸਾਨੂੰ ਵੱਡੇ ਵੱਡੇ ਪੌਲਿਟੀਸ਼ਨਾਂ ਨੇ ਸਦੀਆਂ ਅਸੀਂ ਬਹਿਣ ਨੀ ਗਏ ਨੀ ਮੈਂ ਜਦੋਂ ਕਿੱਥੇ ਬੈਹਣਾ ਆ ਵਕੀਲਾਂ ਨਾਲ ਬੈਹਣਾ ਜੇਡੇ ਰੱਖ ਦਿੰਦੇ ਜੱਜਾਂ ਦੀ ਵੀ ਹਿੰਡ ਭੰਨ ਕੇ ਓਹ ਆਉਂਦੇ ਆ...
aleemrk - "Apology" Apna chitha khitta kholne aaya hoon aaj mein Kaam mei delay kiya, nahi huwa kuch bhi fori Itne saal baad ab jaa ke aaya hoon baaz mein Intezaar ke liye maazrat, I'm genuinely sorry Apna chitha khitta...