"Intro" lyrics

"Intro"

Abey us larki ka kya huwa?
Konsi larki ka?
Jis pe mein dependent tha ya, jo mujh pe dependent thi?
Abey—
Nahi yaar, jis se tu mohabbat karta tha
Mohabbat tou dono se hi karta tha
Dono ke saath hi ghalat kara hai yaar mein
Abey tu chhor yaar
Abey tu bata yaar us larki ka kya huwa?
Kuch nahi bas wohi hona tha jo hota hai sab ke saath
Woh bhi chhor ke chali gayi mujhe
Lekin chalo, khush rahe woh
Tou mein yehi tou kehta hoon Ahad bhai apko
"Mohabbat ki kahani mei, judai akhri sach hai"
Abey chhor yaar tu yeh sab, kyun sad ho rhe ho?
Tu—
Ab mein tujhe batata hoon
Meine na aik gaana banaya hai naya
Phir bana diya gaana?
Haan—
Abey, aik gaana banaya hai again
Lekin meine, tujhe pata hai apne upar nahi likha woh
Phir?
Meine likha hai woh—
Raffey ke perspective se likha hai woh
Iski kahaani pe
Lekin aik gaana meine abhi taaza naya banaya hai woh sun yaar
Woh meine dil se apne liye likha hai
Yeah
Apne liye likha hai tou "Me" naam tou nahi rakh diya?


EP: "You Paint Me Again "PURPLE"" (2025)
AUR - You Paint Me Again "PURPLE" EP cover