"Sweet Talk" lyrics

Talha Anjum & Umair Lyrics

"Sweet Talk"

Aisay baatein toh na banao na
Know that you're on my mind na
Meri hasraton ko jagao na
Mere dil ki dikkat mitao na
Mere dil ka dar to khula hai
Dil ko pasand hai
Tu dilruba hai
Tu mujhsay ab jo khafa hai
Mujhko khabar hai kiski khata hai
Teri apni bhi ek ana hai
Mera apna ek martaba hai
Yahan jhukna jaisay gunah ho
Aisay baatein toh na banao na

Yeah, yeah
Aksar, mustar
Mujhay dekhe zamana
Mein jaisay tamasha hun
Mein nazron ke saamne
Par pahunch se door
Mein kis se shanasah hun?
Mujhay talab hai teri
Kal pe haath koi half uthayen kya?
Hum hon aur bas hum hi hon
Aisi koi raat bitayen kya?
Dil ko tasalli bhi di hai
Dil ko samjhaya bhi hai par
Kuch gham chhupa chuka hun mein
Kuch kaafi numaya bhi hain par
Khuda ki ibaadat bhi ki hai
Kuch logon ne ussey daraya bhi hai par
Wazan hai in kandhon pe kaafi
Kabhi us wazan ne jhukaya nahi par

Ab sirf tera saath chahiye
Sadiyon se lambi ek raat chahiye
Sau dard ek dawa chahiye
Bhatke musafir ko raah chahiye
Logon ko meri qala chahiye
Mujhay logon ka ek ijtimah chahiye
Toh ab baaton pe baatein banao na
Guzarish hai ab chale aao na

Aisay baatein toh na banao na
Know that you're on my mind na
Meri hasraton ko jagao na
Mere dil ki dikkat mitao na
Mere dil ka dar to khula hai
Dil ko pasand hai
Tu dilruba hai
Tu mujhsay ab jo khafa hai
Mujhko khabar hai kiski khata hai
Teri apni bhi ek ana hai
Mera apna ek martaba hai
Yahan jhukna jaisay gunah ho
Aisay baatein toh na banao na

Tu baad-e-saba si lagay
Tu mujhay hunar si lagay
Ek azam si lagay, ek qala si lagay
Dehlade jo dil voh adaa si lagay
Bheer mein bhi tu tanha hi lagay
Hum tere pehlu mein aa hi gaye
Parday toh hum mein ab na hi rahay
Dard-e-dil ab mujhay kya hi karen
Mujh pe to baadal ab chha hi gaye
Raahi nahi sirf raah hi rahay
Chahne waalay nahi chahat rahay
Tere qadam ki ek aahat aati rahay
Mere sabar ki alamat rahay
Meri nadamat ki nahi koi hadd
Mein kehta hun tu bhi salamat rahay
Mujhay bhi teri ek aadat rahay

I know, I know
Tere jaisay nahi yahan koi aur
Hello, hello
Kari tujhay kal mene call
I love, I love
Jab tu move karay on that floor
Easy, peasy baby
Mujhay lagana nahi parta ab zor
You know

Aisay baatein toh na banao na
Know that you're on my mind na
Meri hasraton ko jagao na
Mere dil ki dikkat mitao na
Mere dil ka dar tou khula hai
Dil ko pasand hai
Tu dilruba hai
Tu mujhsay ab jo khafa hai
Mujhko khabar hai kiski khata hai
Teri apni bhi ek ana hai
Mera apna ek martaba hai
Yahan jhukna jaisay gunah ho
Aisay baatein toh na banao na


You May Also Like
AP Dhillon - "Wo Noor" Gahiri jihi avaaz koi Mere dil 'chon maardi huuks ni Mitthey jihe kat tere Parh sambha ya fir phuks ni? Sone jeha, haaye, roop tera Teri takkni sanu maar gayi Wo noor jo dekha chehre ka Hui raushan...
aleemrk & Jokhay - "Midnight" Bechaini sar mera khaati hai roz Sukoon dhoonda nahi mila kho die hosh Aaj mere naam pe uchaal loge keechar Kal ko uchaalne se daroge dost Kal ko batane se daroge sab ko ke Mere is bande se taluq...
Karan Aujla - "YKWIM" Hhahaha Proof! Ni tenu pata hi hai Yeah proof! Dollar sign one time! Haan mainu pata hi hai Karan Aujla Hum asli me asli hai! Ni tenu pata hi hai Mitran da gangster scene, you know what I mean? (Ni...
Shubh - "Cheques" Je koi shaq ni (Aah) Kari check ni (Brrr) Beeba jatt di aa challe sardari Lagge jeck ni (Nah) Wadde cheque ni Utte aale naal laayi betha yaari Je koi shaq ni Kari check ni Beeba jatt di aa challe...
Anuv Jain - "Antariksh" Karta main baatein meri aaine se dekhun teri Tujhse kaise, khul ke vaise bolun main ye raaz dil ke? Ab tere saamne huin, kitna kuch main kehna chahun Mujhko yeh bata de phir kyu khojun main alfaaz...